Guest guest Posted July 6, 2002 Report Share Posted July 6, 2002 Mere priya adiyanmik mitra, jin asan ka tumne ullekh kiya hai usme dhyan nahi kiya jata. yeh sharir ko swasthe rakhne ki liya ache hai. aachmann, pranayam, mantra viniyog mantra sadhna karne se pehle acche hote hai or zruri hote hai. alg alg mantra ke liya alag alag aachmann, pranayam, mantra viniyog be kiy jate hai. vistar se janne ki liya aap "mantra rahysaya" dekhe. by: Dr. Narayandutt Shrimalli ( Gurudev) Thanks. Rohit - naveen chainani Thursday, July 04, 2002 5:50 PM kripya mujhe batayen ll JAI GURUDEV ll kripya mujhe yah batayen ki yah aachmann pranayaam kya or mantra sidhh karne se pahle isko is prakaar se kiya jata hai ....................mantra viniyog or mantra dhyaan ke baare mein bhi batayen ....................kya chakrasan ........sarvangasan ...............or halasan jese kasht sadhya aasno mein hum dhyaan aadi kar sakte hain dhanyaad ll JAI GURUDEV ll Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.