Jump to content
IndiaDivine.org

just a question

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

i was just surfing n got u. i just want 2 ask some

questions. hamara tan to brahma swaroop hai to

sadhak ya tapaswi tan kyo dhakta hai? tan na dhakna

matlab nirvikar nirahankar swachand hona. kya sadhak

vikarmay hai? tan na dhakna matlab brahm roop mai

leen hona to kya koi ekakar nahi hona cahata ? ya

mere soch galat hai?

Link to comment
Share on other sites

Gurdev many time told " Jaisa yug ho vaisa dharma hona chaahiye ".

koi fark nahi padata aap kuch pahano ya nahi ,kapade se hi vikar aa jaaye aisa

bhi kuch nahi hota lekin yug dharma ka nirvaah grihasth main rahkar karana hi

padata hai . sanyasi agori jangalon main rahate hain aur bilkul digambar rahte

hai kya vai sabhi brahmatva prapt hote hai yaa kya kapade pahanane se hi

brahmatva samaapt ho jata hai ? par samaj ki kuch maryada

hai samaj mai rahana hai to samaj ke tarike se hi rahana padega .

aise kai sanyasi hai jo jangalon mai rahte hai bilkul swa hokar per jab samaj

main aate hai to tan dhakate hain ,ye yahan ki maryada hai.

samaj ke bich khade hokar hamesha buddh ki tarah raho yah kadachit kathin hai

,kyonki aaj ke yug ki maryada nahi hai unke samay rahte the vo alag baat hai

aaj sidhe police jail main daal degi dekhegi bhi nahi ki brhma hai ki parbrahma

hai, kyoki yug vaisa hai aaj ka yug dhrma alag hai aur samaj main rahakar use

apnaanaa hi hota hai.

 

thanking u

Gaurav shrimaliarjunbais <arjunbais > wrote:

i was just surfing n got u. i just want 2 ask some questions. hamara tan to

brahma swaroop hai to sadhak ya tapaswi tan kyo dhakta hai? tan na dhakna

matlab nirvikar nirahankar swachand hona. kya sadhak vikarmay hai? tan na

dhakna matlab brahm roop mai leen hona to kya koi ekakar nahi hona cahata ? ya

mere soch galat hai?

Enjoy this Diwali with Y! India Click here

Link to comment
Share on other sites

ki maryada hai. samaj ke bich khade hokar hamesha buddh ki tarah raho yah

kadachit kathin hai ,kyonki aaj ke yug ki maryada nahi hai unke samay rahte the

vo alag baat hai aaj sidhe police jail main daal degi dekhegi bhi nahi ki brhma

hai ki parbrahma hai, kyoki yug vaisa hai aaj ka yug dhrma alag hai aur samaj

main rahakar use apnaanaa hi hota hai. thanking u Gaurav shrimaliarjunbais

<arjunbais > wrote: i was just surfing n got u. i just want 2 ask some

questions. hamara tan to brahma swaroop hai to sadhak ya tapaswi tan kyo dhakta

hai? tan na dhakna matlab nirvikar nirahankar swachand hona. kya sadhak

vikarmay hai? tan na dhakna matlab brahm roop mai leen hona to kya koi ekakar

nahi hona cahata ? ya mere soch galat

hai? Enjoy this Diwali with Y! India Click here Send instant messages to your

online friends http://uk.messenger.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...