Guest guest Posted September 9, 2004 Report Share Posted September 9, 2004 Hi Shukra ke bareme:-vidya ke bare me thik lekin language,science,,chemistry,shilpkala,nursing,photography,sangeet,nrut yakala,acting,dramas,singing aur telaring tatha beauti products,pharmacy(ayurved)tatha Chandra ke sath Textile,architechure. Dwitiya aur pancham sthana me Gayan aur nrutya kala. Shani:-Vayurashi me Pancham sthana me acchha.Prithvi rashi me uttam buddhi,Mithun-Tula-Kumbha me acchha phal.Mathematics,law,account,printing,agricultural,banking,civil.Tatha shani+ angal=mechanical tatha shsta sthana me dentist Harshal:-unbeliveble,extraordinery.Isake subjects:- Mesmorism,computer,electronics,viman vidya,archiology.Budh-Harshal yuti:-Ucchha kotiki buddhimatta.computer-electronocs aur science me yash.Mangal ke sath-Technical.Vayu rashi (3,7,11)apurva yash Sahni-mangal-budha ya shani-ravi-budha ke gun harshal me hai. Guru-harshal-Addhyatma,Ravi-harshal-yash lekin ashubha sukra ke sath prem me apayasha Neptune:-pancham sthan me Nakal karanevala,(Jaise Jony liever),jyotish,mesmorism,hypnotism,intution,telepathy aur shubha ho to acting aur addhyatma me yash( Guru ke sath) pluto:-mangal jaise gun,anushaktikarak,samajseva,manas shstra rAHU:-OK.photography,drawing,sarva taraha ki kala.lekin shani ke sath thik nahi. Ketu:-mantra-tantra,sanyas Yeh sabhi maine astrology ke marathi magazines(Grahankit,Jyotish vidya se lekar likhe hai.Koi bhi krupaya muze apane bhavishya or education tatha career ke bare me na puche, mai analyse nahi kar sakati.Yeh maine sirf jankari ke liye likhe hai.Krupaya panditose hi apani kundlike bare me puche. Thank you. vasumati Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 9, 2004 Report Share Posted September 9, 2004 Vasumati ji jaankari ke liye dhanyavad. kripaya isi tarah jankari pradan karti rahen. aur ek baat jab tak aap try nahi karengi tab tak kaise aap ko pata chalega ki aap bhi janampatri read kar sakti hain. mera sujhav hai ki pehle apne karibi loga ki patri par try karen. sanjay sharma vasumati <vasumatipadhye wrote: Hi Shukra ke bareme:-vidya ke bare me thik lekin language,science,,chemistry,shilpkala,nursing,photography,sangeet,nrut yakala,acting,dramas,singing aur telaring tatha beauti products,pharmacy(ayurved)tatha Chandra ke sath Textile,architechure. Dwitiya aur pancham sthana me Gayan aur nrutya kala. Shani:-Vayurashi me Pancham sthana me acchha.Prithvi rashi me uttam buddhi,Mithun-Tula-Kumbha me acchha phal.Mathematics,law,account,printing,agricultural,banking,civil.Tatha shani+ angal=mechanical tatha shsta sthana me dentist Harshal:-unbeliveble,extraordinery.Isake subjects:- Mesmorism,computer,electronics,viman vidya,archiology.Budh-Harshal yuti:-Ucchha kotiki buddhimatta.computer-electronocs aur science me yash.Mangal ke sath-Technical.Vayu rashi (3,7,11)apurva yash Sahni-mangal-budha ya shani-ravi-budha ke gun harshal me hai. Guru-harshal-Addhyatma,Ravi-harshal-yash lekin ashubha sukra ke sath prem me apayasha Neptune:-pancham sthan me Nakal karanevala,(Jaise Jony liever),jyotish,mesmorism,hypnotism,intution,telepathy aur shubha ho to acting aur addhyatma me yash( Guru ke sath) pluto:-mangal jaise gun,anushaktikarak,samajseva,manas shstra rAHU:-OK.photography,drawing,sarva taraha ki kala.lekin shani ke sath thik nahi. Ketu:-mantra-tantra,sanyas Yeh sabhi maine astrology ke marathi magazines(Grahankit,Jyotish vidya se lekar likhe hai.Koi bhi krupaya muze apane bhavishya or education tatha career ke bare me na puche, mai analyse nahi kar sakati.Yeh maine sirf jankari ke liye likhe hai.Krupaya panditose hi apani kundlike bare me puche. Thank you. vasumati ~! LIFE MEANS STRUGGLE, THE FITTEST WINS SURVIVAL !~ Sponsor Get unlimited calls to U.S./Canada / Take Mail with you! Get it on your mobile phone. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted September 9, 2004 Report Share Posted September 9, 2004 Namaskar Sanjayji, Really thanks for the compliments.I know my kundli very well,but i cant see future or can't analyse my or any others kundli,because i know the facts of Jyotisha.1) If the planets like Rahu-Ketu or Neptune(specially) placed in 3rd, 5th or 9th or in 11th place in kundli ,the person goes to Tantra-Mantra-phaljyotishya.If Guru,Budh and chandra palced in good position or with Shubh drishti,the person can become astrologer. 2) Budh agar 1,3,4,5,7 ya 9 ve sthan me Mithun,Tula,ya Kumbha me baitha ho tobhi Jyotish vidya avagat hoti hai 3) Karka ya makar rashi ( neech rashi me hone ki bavajud) ka Guru 1,3,4,5,9 ve sthana me tatha Karka ka Guru dhansthaname,useke sath kanya ka Budh aur Tula ka Shani isame Labh tatha kendra yoga ho to Phal jyotish me yash milta hai. Pancham Sthan,Tritiya sthana tatha navam sthana aur Inhi 3 sthano me chandra ho to premonition,intution ka labh hota hai,antarsfurtika labh hota hai. Mera durbhagya yeh hai ki Mera Guru chodkar koi bhi graha balwan ya shubha nahi hai,lekin guru ki krupane muze sabkuch diya hai, meri Naniji aur mere parents ki vajahase mai iss halat me hu ke dusaroko kuch jankari bat saku. Jyotish ke liye mathematics (Graho ke ansha,gati,parspar labh etc) pakka hona jaruri hai,lekin mai isime kamjor hu,isiliye Jyotishme jankar bhi expert nahi ban sakti.But thanks again for your kind concern. Regards vasumati Shop for Back-to-School deals on Shopping. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.