Jump to content
IndiaDivine.org

alchemy( secret of mercury)

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

dear all,

jai gurudev

tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh

sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko

janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.

aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske

liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.

hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is

baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.

daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye

prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.

swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se

padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar

hum khud hain.

guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke

secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.

guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par

durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta

sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna

rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.

is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone

aashirwad bhi diya tha.

ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri

taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to

ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh

srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain.

isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara

shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par

kase huye hain.

to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko

samridh banayen.

jai gurudev

aap ka hi bhai

A.K.NIKHIL

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

, " Arif khan Nikhil "

<arif_2arif2000 wrote:

>

> dear all,

> jai gurudev

> tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh

> sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha

ko

> janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.

> aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske

> liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.

> hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is

> baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua

hai.

> daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye

> prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.

> swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir

se

> padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka

jimmedar

> hum khud hain.

> guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke

> secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.

> guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par

> durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta

> sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna

> rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.

> is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur

unhone

> aashirwad bhi diya tha.

> ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri

> taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to

> ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh

> srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain.

> isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev

dwara

> shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti

par

> kase huye hain.

> to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko

> samridh banayen.

> jai gurudev

> aap ka hi bhai

> A.K.NIKHIL

>

 

Bhai Nikhil,

 

Yeh to bada accha samachaar hai. Mai to bade bachaini se intazaar

karunga ek copy pane ke liye. Toh bhai mujhe na bhulna. Shiva ke

kripa se mujhe weh sabh kuch diya aur koi kami na rakhi magar gyan ke

liye me book ko padna chahata hu.

 

 

OM GURUBHYO NAMAHA

OM SHANKAR NARAYAN NAMHA

SHAMBHU NATH MERA.

 

 

SHIVADASA BHARADWAJ. FIJI ISLANDS

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

DEAR GURUBHAI

JAY GURUDEV

Aapka mail padha achchha laga aapke vichar jankar.

appne jis prayog aur tarike ke bareme likha hai vo kya sahi me aapke pas he ya aap time pass kar rahe he?

bura na mane mai 1992 se param pujya nikhilguruse diksha le chuka hu.

agar sahi me aap ye jante hai to nek kam me der kaisi?--- On Tue, 6/17/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 wrote:

Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 alchemy( secret of mercury) Date: Tuesday, June 17, 2008, 2:22 PM

 

 

dear all,jai gurudevtantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar hum khud hain.guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse

prapta sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone aashirwad bhi diya tha.ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par kase huye hain.to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko samridh banayen.jai gurudevaap ka hi bhaiA.K.NIKHIL

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Jai Gurudev,

 

Arif Bhai, hamin aapki book prakashit hone ka intazaar rahega. Thanks for taking such a great pain for all of us here.

 

Regards,

Anand

 

Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 Sent: Tuesday, 17 June, 2008 7:52:14 PM alchemy( secret of mercury)

 

dear all,jai gurudevtantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar hum khud hain.guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse

prapta sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone aashirwad bhi diya tha..ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par kase huye hain.to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko samridh banayen.jai gurudevaap ka hi bhaiA.K.NIKHIL

Meet people who discuss and share your passions. Join them now.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

jai Gurudev gurubhai.....mai Nilesh...Guruji dwara likhit swarna

tantram aur swarna sidhhi dono granth hum 7-8 gurubhaiyon ne

padhe ...un sutro ke anusar humne prayatna bhi kiye ...lekin hum

puri tarah se safal nahi ho paye hai...swarna rahasya granth ki

talash bhi hum logo ne ki thi..mann me hum logo ne achhi bhavna

lekar hi prayatna kiye the lekin hume nahi pata ki hum kyo safal

nahi ho paye....shayad hum parad ko purna roop se shudhha hi nahi

kar paye the...lekin aap ki vajah se phir mann me aisa lagne laga

hai ki aap ke dwara kuch prapt ho sakta hai....hum aapki uttar ki

raah dekh rahe hai....agar aap apna pata bataye aur agar hume bhi

sambhav hua to hum pratyaksha mil bhi sakte hai ....vaise mai

filhaal pune mein rehta hoon.....accha to phir ...jai gurudev --- In

, " Arif khan Nikhil " <arif_2arif2000

wrote:

>

> dear all,

> jai gurudev

> tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh

> sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha

ko

> janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.

> aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske

> liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.

> hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame

is

> baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua

hai.

> daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke

liye

> prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.

> swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir

se

> padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka

jimmedar

> hum khud hain.

> guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke

> secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.

> guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the

par

> durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta

> sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna

> rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.

> is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur

unhone

> aashirwad bhi diya tha.

> ye swarna rahasyam param pujya guruji ko

meri

> taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise

to

> ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh

> srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee

hain.

> isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev

dwara

> shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti

par

> kase huye hain.

> to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko

> samridh banayen.

> jai gurudev

> aap ka hi bhai

> A.K.NIKHIL

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

DEAR PANKAJ JI,

JAI GURUDEV,

ACHCHHA LAGA AAPKE VICHARON KO JAAN KAR. PAR RAHI BAAT TIME PAAS KI TO HAMARA YEH GROUP TIME PAAS KE LIYE NAHI HAI. AUR MAIN YE SAMAJHTA HOON KI PARAM PUJYA GURUDEV KA KOI BHI SISHYA TIME PAAS NAHI KARTA APITU GYAN ARJEN KARTA HAI,KYONKI HAME HAMARE GURU NE SAMAY KA MAHATV SAMJHAYA HAI.

AB APNE YEH KAHA HAI KI AAP 1992 SE JUDE HUYE HAIN TO ISSE KYA, MAIN KHUD 1987 SE JUDA HUAA HOON TO USSE KYA.

IMPORTENT YE NAHI HAI KI HUM KABSE JUDE HAIN BALKI IMPORTENT YEH HAI KI KYA HUM SACU ME JUDE HUYE HAIN AUR HUMNE KITNA SAMAY GURU SE GYAN PRAPT KARNE ME US GYAN KO VYAVAHARIK ROOP ME SAMPANN KARNE ME LAGAYA HAI.

AGAR APNE 1993 AUR USSE PAHLE KE SHIVIRON ME BHAG LIYA HO TO AAP KO YEH BAAT BHALI BHANTI MAALOOM HOGI KI PUJYA NIKHIL JI PAARAD VIGHYAAN KE VIBHIN SUTRON KO SHIVIRON ME BATATE RAHTE THE. (PAARAD VIGHYAN,RASESHVARI DIKSHA AADI CASSETS ISKA PRAMAAN HAIN).

KYA AAPNE UDTE HUYE SANYASHI PADHI HAI.

YADI NAHI TO EK BAAR JAROOR PADHE.USME SHRI NIKHILESHWARANAND JI KA PAARAD MARMAGYA KE ROOP KA SAJIV CHITRAN HAI.

1990 KE PAHLE GURU JI GURU JI JODH PUR BULAKAR RAS SHASTRA KA VISTRIT GYAN DIYA KARTE THE.

MAINE UNKE DWARA PRAPTA SOOTRO KO BHALI BHANTI APNAYA HAI.AUR VE SOOTRA JO CHOOT GAYE YA GUM HO GAYE HAIN KAAL KE GART ME,PUJYA GURUDEV KI KRIPA SE VE AAJ BHI JIVIT HAIN AUR MAIN BHAGYASHALI RAHA HOON KI MUJHE YE SOOTRA PRAPTA HUYE HAIN.

AAP PAARAD SE SAMBANDHIT JO BHI JIGYASA HO ,GROUP KE THRU BHEJEN YA PERSONALY.MAIN JAROOR UN JIGYASA KO SHANT KARNE KA PRAYAS KARUNGA.AAP NIRASH NAHI HONGE YAKEEN RAKHIYE.

AUR EK BAAT AUR YE VISHAY KITAABON SE SAMBANDHIT NAHI HAI PAARAD VIGHYAN PRAYOGIK PAKSHO SE YUKTA HAI.DHYAN RAKHIYEGA.

MAINE JAB2005 SWARNA RAHSYAM KI YOJNA BANAAYEE THI TO PUJYA GURUJI KO 1.5 KG KA DIVYA PAARAD SHIVLING UNKE CHARNO ME PRARTHNA SWAROOP BHENT KIYA THA.

AAP KE PRASHNO KA UTTAR JAROOR DUNGA.

AAP KA HI BHAI

A.K. NIKHIL , "Arif khan Nikhil" <arif_2arif2000 wrote:>> dear all,> jai gurudev> tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh > sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko > janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.> aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske > liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.> hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is > baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.> daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye > prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.> swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se > padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar > hum khud hain.> guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke > secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.> guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par > durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta > sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna > rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.> is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone > aashirwad bhi diya tha.> ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri > taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to > ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh > srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. > isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara > shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par > kase huye hain.> to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko > samridh banayen.> jai gurudev> aap ka hi bhai> A.K.NIKHIL>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

very nice to hear your comments arifbhai :-)--- On Wed, 6/18/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 wrote:Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 Re: alchemy( secret of mercury) Date: Wednesday, June 18, 2008, 6:51 PM

DEAR PANKAJ JI,

JAI GURUDEV,

ACHCHHA LAGA AAPKE VICHARON KO JAAN KAR. PAR RAHI BAAT TIME PAAS KI TO HAMARA YEH GROUP TIME PAAS KE LIYE NAHI HAI. AUR MAIN YE SAMAJHTA HOON KI PARAM PUJYA GURUDEV KA KOI BHI SISHYA TIME PAAS NAHI KARTA APITU GYAN ARJEN KARTA HAI,KYONKI HAME HAMARE GURU NE SAMAY KA MAHATV SAMJHAYA HAI.

AB APNE YEH KAHA HAI KI AAP 1992 SE JUDE HUYE HAIN TO ISSE KYA, MAIN KHUD 1987 SE JUDA HUAA HOON TO USSE KYA.

IMPORTENT YE NAHI HAI KI HUM KABSE JUDE HAIN BALKI IMPORTENT YEH HAI KI KYA HUM SACU ME JUDE HUYE HAIN AUR HUMNE KITNA SAMAY GURU SE GYAN PRAPT KARNE ME US GYAN KO VYAVAHARIK ROOP ME SAMPANN KARNE ME LAGAYA HAI.

AGAR APNE 1993 AUR USSE PAHLE KE SHIVIRON ME BHAG LIYA HO TO AAP KO YEH BAAT BHALI BHANTI MAALOOM HOGI KI PUJYA NIKHIL JI PAARAD VIGHYAAN KE VIBHIN SUTRON KO SHIVIRON ME BATATE RAHTE THE. (PAARAD VIGHYAN,RASESHVARI DIKSHA AADI CASSETS ISKA PRAMAAN HAIN).

KYA AAPNE UDTE HUYE SANYASHI PADHI HAI.

YADI NAHI TO EK BAAR JAROOR PADHE.USME SHRI NIKHILESHWARANAND JI KA PAARAD MARMAGYA KE ROOP KA SAJIV CHITRAN HAI.

1990 KE PAHLE GURU JI GURU JI JODH PUR BULAKAR RAS SHASTRA KA VISTRIT GYAN DIYA KARTE THE.

MAINE UNKE DWARA PRAPTA SOOTRO KO BHALI BHANTI APNAYA HAI.AUR VE SOOTRA JO CHOOT GAYE YA GUM HO GAYE HAIN KAAL KE GART ME,PUJYA GURUDEV KI KRIPA SE VE AAJ BHI JIVIT HAIN AUR MAIN BHAGYASHALI RAHA HOON KI MUJHE YE SOOTRA PRAPTA HUYE HAIN.

AAP PAARAD SE SAMBANDHIT JO BHI JIGYASA HO ,GROUP KE THRU BHEJEN YA PERSONALY.MAIN JAROOR UN JIGYASA KO SHANT KARNE KA PRAYAS KARUNGA.AAP NIRASH NAHI HONGE YAKEEN RAKHIYE.

AUR EK BAAT AUR YE VISHAY KITAABON SE SAMBANDHIT NAHI HAI PAARAD VIGHYAN PRAYOGIK PAKSHO SE YUKTA HAI.DHYAN RAKHIYEGA.

MAINE JAB2005 SWARNA RAHSYAM KI YOJNA BANAAYEE THI TO PUJYA GURUJI KO 1.5 KG KA DIVYA PAARAD SHIVLING UNKE CHARNO ME PRARTHNA SWAROOP BHENT KIYA THA.

AAP KE PRASHNO KA UTTAR JAROOR DUNGA.

AAP KA HI BHAI

A.K. NIKHIL , "Arif khan Nikhil" <arif_2arif2000 wrote:>> dear all,> jai gurudev> tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh > sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko > janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.> aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske > liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.> hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is > baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.>

daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye > prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.> swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se > padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar > hum khud hain.> guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke > secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.> guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par > durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta > sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna > rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.> is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone > aashirwad bhi diya tha.> ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri > taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to > ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi

huyee ek aisi alekh > srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. > isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara > shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par > kase huye hain.> to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko > samridh banayen.> jai gurudev> aap ka hi bhai> A.K.NIKHIL>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Dear bhais,

Kindly explain in english for us who do not have the luck to speak hindi

Regards

Denni

 

 

From: khatrianandDate: Wed, 18 Jun 2008 13:31:26 +0530Re: alchemy( secret of mercury)

 

 

 

 

Jai Gurudev,

 

Arif Bhai, hamin aapki book prakashit hone ka intazaar rahega. Thanks for taking such a great pain for all of us here.

 

Regards,

Anand

 

Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 (AT) (DOT) co.in> Sent: Tuesday, 17 June, 2008 7:52:14 PM alchemy( secret of mercury)

 

dear all,jai gurudevtantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar hum khud hain.guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone aashirwad bhi diya tha..ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par kase huye hain.to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko samridh banayen.jai gurudevaap ka hi bhaiA.K.NIKHIL

 

Meet people who discuss and share your passions. Join them now. Explore the seven wonders of the world Learn more!

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

dear nilesh ji,

jai gurudev

aap punah prayash karen aur swarna tantram evam swarna sidhdhi ko baar baar na sirf padhe balki use aatm saat bhi karen. paarad vighyan sarvpradata hai .iske baad kuchh bhi nahi bachta hai.

aap raseshwari diksha le aur phir is maarg par badhe. aap ko success milegi yakeen rakhiye. guruvakya aur guru lekh kabhi asatya nahi hote hain.

rahi baat parad ko sudhh karne ki to aap ek baat dhyan rakhiyega ki is vidhya me dhairya pahla aur anivarya guna hai. aap kis tarah ka paara lete hain aur phir aap kaise sudhh karte hain. ye avashya bataiyega. tabhi main aap ko aage bataa paunga.

gurudev aap par apna varadhast banaye rakhe.

aap ka hi bhai

a.k.nikhil

 

, "nilesh_nvv" <nilesh_nvv wrote:>> jai Gurudev gurubhai.....mai Nilesh...Guruji dwara likhit swarna > tantram aur swarna sidhhi dono granth hum 7-8 gurubhaiyon ne > padhe ...un sutro ke anusar humne prayatna bhi kiye ...lekin hum > puri tarah se safal nahi ho paye hai...swarna rahasya granth ki > talash bhi hum logo ne ki thi..mann me hum logo ne achhi bhavna > lekar hi prayatna kiye the lekin hume nahi pata ki hum kyo safal > nahi ho paye....shayad hum parad ko purna roop se shudhha hi nahi > kar paye the...lekin aap ki vajah se phir mann me aisa lagne laga > hai ki aap ke dwara kuch prapt ho sakta hai....hum aapki uttar ki > raah dekh rahe hai....agar aap apna pata bataye aur agar hume bhi > sambhav hua to hum pratyaksha mil bhi sakte hai ....vaise mai > filhaal pune mein rehta hoon.....accha to phir ...jai gurudev > , "Arif khan Nikhil" arif_2arif2000@ > wrote:> >> > dear all,> > jai gurudev> > tantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh > > sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha > ko > > janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.> > aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske > > liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.> > hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame > is > > baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua > hai.> > daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke > liye > > prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.> > swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir > se > > padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka > jimmedar > > hum khud hain.> > guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke > > secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.> > guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the > par > > durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta > > sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna > > rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.> > is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur > unhone > > aashirwad bhi diya tha.> > ye swarna rahasyam param pujya guruji ko > meri > > taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise > to > > ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh > > srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee > hain. > > isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev > dwara > > shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti > par > > kase huye hain.> > to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko > > samridh banayen.> > jai gurudev> > aap ka hi bhai> > A.K.NIKHIL> >>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...