Jump to content
IndiaDivine.org

Re : alchemy( secret of mercury)

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

On Tue, 17 Jun 2008 14:22:14 -0000 wrotedear all,jai gurudevtantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar hum khud hain.guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan ke secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone aashirwad bhi diya tha.ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par kase huye hain.to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko samridh banayen.jai gurudevaap ka hi bhaiA.K.NIKHIL jai gurudevvery good sir. U r doing a very good thing.

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...
Guest guest

Jai gurudev,Plz reply in english for the benefit of one and all. translations in hindi can also be done alongside.Thanksjai gurudev--- On Wed, 18/6/08, piyush madan <piymad_2007 wrote:piyush madan <piymad_2007Re : alchemy( secret of mercury) Date: Wednesday, 18 June, 2008, 12:11 PMOn Tue, 17 Jun

2008 14:22:14 -0000 @ s.com wrotedear all,jai gurudevtantra shastra ki 64 vidhaon me paarad vighyan ka vishesh sthan hai,yeh vidha na sirf atyant gopniya rahi hai.balki is vidha ko janne vaale bhi is par prakash dalne se bache rahe hain.aaj hum garibon ki sthiti me jee rahe hain to kya iske liye hum bhagya ko dosh den,yeh to uchit nahi hai na.hum param pujya gurudev ke shishya hain our hame is baat par garv hai ki unke jaisa ras marmagya koi doosra nahi hua hai.daridrata ka rona rone se achchha hai ki hum paarad vighyan ke liye prayash kare aur apne jeevan ko sampann banayen.swarna tantram aur swarna sidhdhi ko ek baar fir se padhen aur apne andar jhank kar dekhe ki hamari is haalat ka jimmedar hum khud hain.guru ji ke bahut se sishyon ne unse ras vighyan

ke secrets paakar apne jeevan ko uncha uthaya hai.guru ji swarna rahasyam prakashit karne wale the par durbhagyvash vo prakashit nahi hpo payee.lekin maine unse prapta sutron ke aadhar par usi kitab ko punah prakashit karne ki yojna rakhi hai jo 2 mahine ke andar sakaar ho jayegi.is vishay par maine guruji se delhi me baat bhi ki thi.aur unhone aashirwad bhi diya tha.ye swarna rahasyam param pujya guruji ko meri taraf se sradhanjali hai.ye unke dwara likhi ja rahi kitab jaise to ho hi nahi sakti, par unke hi sootron se rachi huyee ek aisi alekh srankhla hai.jo ki durlabh aur aprapya sootron se bhari huyee hain. isme ve saare prayog aur rahasya likhe huye hain jo ki gurudev dwara shiviron me aur personoly bataye gaye hain aur anubhav ki kasouti par kase huye hain.to aage badhe aur un sootron ko aatmsaat kar ke apne jivan ko

samridh banayen.jai gurudevaap ka hi bhaiA.K.NIKHIL jai gurudevvery good sir. U r doing a very good thing. Send instant messages to your online friends http://uk.messenger.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...