Guest guest Posted October 1, 2008 Report Share Posted October 1, 2008 dear all, jai gurudev, wo yantra jo bhautik samriddhi aur aishvarya ka pratik mana jata hai aur jo sarv vidh manokamna ki poorti karta hai nischit hi sirf shriyantra hi ho sakta hai.hajaro lakho varshon se sampanta ka pratik yahi raha hai. kabhi sadgurudev ne bataya tha ki jaha lakshmi sadhna se prapt dhan unke chaanchaly guno ke karan sahaj hi nahi paas me rukta aur use sthayee karne ke liye uska abaddhikaran avshayak hota hai wahi shrividhya ya shriyantra se prapat dhan aur aishvarya na sirf vardayak hote hain apitu shubhta ke sath sthayee bhi hote hain . aakhir kya hai shriyantra ki jyamitiy sanrachna me jo ki aaj bhi abujh paheli bankar videshi shodhkartaon ke samne rakhi huyee hai.yeh to nitant satya hai ki iske pratyek rekha me kai kai shaktiyan jo ki jeevan ko shreshtta deti hain aabadh hain. aur jab is yantra raj ke sath shree sukta ka sambandh ho jata hai to phir abhav ko to samapt hona hi hai. par iske vibhin bhedon me se pratyek bhed ek alag prabhav se yukt hai. sadgurudev ne bataya tha ki pratyek rashtra ki bhautik va adhyatmik unnati ke sootron ka ankan kisi akriti ke roop me kar diya jata tha aur us rahasya ko samajh kar tadanurup kriya karne par we sootra sakar ho jate hain aur aishwarya ki prapti hoti hi hai.hamare rashtra ki sarvangin unnati ke guhya sootron ka ankan shriyantra ke roop me kiya gaya hai.yeh to hum sabhi jante hain ki shriyantra ki sadhna se safalta ki prapti hoti hai.par shriyantra ka sabse bada secret to yeh hai ki usme paaras ,siddhsuta aur swarna nirmaan ke sootra hain jo jyamitiy roop me ankit hain aur wahi shree sukta un kriyaon ka sabdik roop se ankan hai. aur sadgurudev ne swarnatantram,swarnasiddhi,alchemy tantra me iska ullekh bhi kiya hai.shri yantra ka sumeru kachchhap bhed ke upar tanik vichar karenge to aap ko swayam hi samajh me aa jayega ki wo rahasya kya hai bus aapne rasvigyan ka thoda abhyas kiya ho ...... are bhai kachchhap sumeru yantra ki akriti kaisi hoti hai ? ......... are neeche ek kachchhap hota hai,uske upar sumeru aakar me yantra jo us kachchhap ki peeth par avasthit hota hai .aur us sumeru ke sarvochch bindu me aishvaryadatri lakshmi avasthit hain.ras tantra me kachchhap yantra ka bahut mahatva poorna sthan hai,jiske dvara shiv veerya ki shakti raj se kriya kari jati hai matlab gandhak jaaran karaya jata hai aur tab paarad rasendra path par agrasar hota hai.isi kram me divya vanaspatiyon ya siddha tatvon se kriya karakar paarad ko siddh suta aur swarna me parivartit kiya jata hai aur yeh sab hota hai isi kachchhap shriyantra me. jisme yantra bhoomi ke neeche hota hai jo ki neeche se pani me halka sa dooba rahta hai.aur us yantra ke upar ajasra ya nischit matra me agni ka prayog kiya jata hai,aur yahi agni jiska pratik urdhvmukhi trikon hai us kachchhap jo ki bhoomi me chhupa hua hai par avasthit rahta hai .ab jab us agni ke dwara us yantra me siddhras ka manthan hota hai to us agni roopi parvat ke shirsh par lakshmi ko upasthit hona hi padta hai.aur apne vardan se sadhak ko uska abhisth phal dena hi padta hai. aap ka hi a.k.nikhil Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted October 2, 2008 Report Share Posted October 2, 2008 jai gurudev. its amazing yaar. the knowledge u have flaired is really astonising. jai gurudev.--- On Wed, 10/1/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 wrote: Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 the secret of kachchhap shriyantra Date: Wednesday, October 1, 2008, 1:15 PM dear all, jai gurudev, wo yantra jo bhautik samriddhi aur aishvarya ka pratik mana jata hai aur jo sarv vidh manokamna ki poorti karta hai nischit hi sirf shriyantra hi ho sakta hai.hajaro lakho varshon se sampanta ka pratik yahi raha hai. kabhi sadgurudev ne bataya tha ki jaha lakshmi sadhna se prapt dhan unke chaanchaly guno ke karan sahaj hi nahi paas me rukta aur use sthayee karne ke liye uska abaddhikaran avshayak hota hai wahi shrividhya ya shriyantra se prapat dhan aur aishvarya na sirf vardayak hote hain apitu shubhta ke sath sthayee bhi hote hain . aakhir kya hai shriyantra ki jyamitiy sanrachna me jo ki aaj bhi abujh paheli bankar videshi shodhkartaon ke samne rakhi huyee hai.yeh to nitant satya hai ki iske pratyek rekha me kai kai shaktiyan jo ki jeevan ko shreshtta deti hain aabadh hain. aur jab is yantra raj ke sath shree sukta ka sambandh ho jata hai to phir abhav ko to samapt hona hi hai. par iske vibhin bhedon me se pratyek bhed ek alag prabhav se yukt hai. sadgurudev ne bataya tha ki pratyek rashtra ki bhautik va adhyatmik unnati ke sootron ka ankan kisi akriti ke roop me kar diya jata tha aur us rahasya ko samajh kar tadanurup kriya karne par we sootra sakar ho jate hain aur aishwarya ki prapti hoti hi hai.hamare rashtra ki sarvangin unnati ke guhya sootron ka ankan shriyantra ke roop me kiya gaya hai.yeh to hum sabhi jante hain ki shriyantra ki sadhna se safalta ki prapti hoti hai.par shriyantra ka sabse bada secret to yeh hai ki usme paaras ,siddhsuta aur swarna nirmaan ke sootra hain jo jyamitiy roop me ankit hain aur wahi shree sukta un kriyaon ka sabdik roop se ankan hai. aur sadgurudev ne swarnatantram, swarnasiddhi, alchemy tantra me iska ullekh bhi kiya hai.shri yantra ka sumeru kachchhap bhed ke upar tanik vichar karenge to aap ko swayam hi samajh me aa jayega ki wo rahasya kya hai bus aapne rasvigyan ka thoda abhyas kiya ho ...... are bhai kachchhap sumeru yantra ki akriti kaisi hoti hai ? ......... are neeche ek kachchhap hota hai,uske upar sumeru aakar me yantra jo us kachchhap ki peeth par avasthit hota hai .aur us sumeru ke sarvochch bindu me aishvaryadatri lakshmi avasthit hain.ras tantra me kachchhap yantra ka bahut mahatva poorna sthan hai,jiske dvara shiv veerya ki shakti raj se kriya kari jati hai matlab gandhak jaaran karaya jata hai aur tab paarad rasendra path par agrasar hota hai.isi kram me divya vanaspatiyon ya siddha tatvon se kriya karakar paarad ko siddh suta aur swarna me parivartit kiya jata hai aur yeh sab hota hai isi kachchhap shriyantra me. jisme yantra bhoomi ke neeche hota hai jo ki neeche se pani me halka sa dooba rahta hai.aur us yantra ke upar ajasra ya nischit matra me agni ka prayog kiya jata hai,aur yahi agni jiska pratik urdhvmukhi trikon hai us kachchhap jo ki bhoomi me chhupa hua hai par avasthit rahta hai .ab jab us agni ke dwara us yantra me siddhras ka manthan hota hai to us agni roopi parvat ke shirsh par lakshmi ko upasthit hona hi padta hai.aur apne vardan se sadhak ko uska abhisth phal dena hi padta hai. aap ka hi a.k.nikhil Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted October 3, 2008 Report Share Posted October 3, 2008 really you have good knowladge. may gurudev bless you every time. pankaj jay gurudev--- On Thu, 10/2/08, rahul chaudhari <fancyhansy wrote: rahul chaudhari <fancyhansyRe: the secret of kachchhap shriyantra Date: Thursday, October 2, 2008, 7:33 AM jai gurudev. its amazing yaar. the knowledge u have flaired is really astonising. jai gurudev.--- On Wed, 10/1/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000@ .co. in> wrote: Arif khan Nikhil <arif_2arif2000@ .co. in> the secret of kachchhap shriyantra@ s.comWednesday, October 1, 2008, 1:15 PM dear all, jai gurudev, wo yantra jo bhautik samriddhi aur aishvarya ka pratik mana jata hai aur jo sarv vidh manokamna ki poorti karta hai nischit hi sirf shriyantra hi ho sakta hai.hajaro lakho varshon se sampanta ka pratik yahi raha hai. kabhi sadgurudev ne bataya tha ki jaha lakshmi sadhna se prapt dhan unke chaanchaly guno ke karan sahaj hi nahi paas me rukta aur use sthayee karne ke liye uska abaddhikaran avshayak hota hai wahi shrividhya ya shriyantra se prapat dhan aur aishvarya na sirf vardayak hote hain apitu shubhta ke sath sthayee bhi hote hain . aakhir kya hai shriyantra ki jyamitiy sanrachna me jo ki aaj bhi abujh paheli bankar videshi shodhkartaon ke samne rakhi huyee hai.yeh to nitant satya hai ki iske pratyek rekha me kai kai shaktiyan jo ki jeevan ko shreshtta deti hain aabadh hain. aur jab is yantra raj ke sath shree sukta ka sambandh ho jata hai to phir abhav ko to samapt hona hi hai. par iske vibhin bhedon me se pratyek bhed ek alag prabhav se yukt hai. sadgurudev ne bataya tha ki pratyek rashtra ki bhautik va adhyatmik unnati ke sootron ka ankan kisi akriti ke roop me kar diya jata tha aur us rahasya ko samajh kar tadanurup kriya karne par we sootra sakar ho jate hain aur aishwarya ki prapti hoti hi hai.hamare rashtra ki sarvangin unnati ke guhya sootron ka ankan shriyantra ke roop me kiya gaya hai.yeh to hum sabhi jante hain ki shriyantra ki sadhna se safalta ki prapti hoti hai.par shriyantra ka sabse bada secret to yeh hai ki usme paaras ,siddhsuta aur swarna nirmaan ke sootra hain jo jyamitiy roop me ankit hain aur wahi shree sukta un kriyaon ka sabdik roop se ankan hai. aur sadgurudev ne swarnatantram, swarnasiddhi, alchemy tantra me iska ullekh bhi kiya hai.shri yantra ka sumeru kachchhap bhed ke upar tanik vichar karenge to aap ko swayam hi samajh me aa jayega ki wo rahasya kya hai bus aapne rasvigyan ka thoda abhyas kiya ho ...... are bhai kachchhap sumeru yantra ki akriti kaisi hoti hai ? ......... are neeche ek kachchhap hota hai,uske upar sumeru aakar me yantra jo us kachchhap ki peeth par avasthit hota hai .aur us sumeru ke sarvochch bindu me aishvaryadatri lakshmi avasthit hain.ras tantra me kachchhap yantra ka bahut mahatva poorna sthan hai,jiske dvara shiv veerya ki shakti raj se kriya kari jati hai matlab gandhak jaaran karaya jata hai aur tab paarad rasendra path par agrasar hota hai.isi kram me divya vanaspatiyon ya siddha tatvon se kriya karakar paarad ko siddh suta aur swarna me parivartit kiya jata hai aur yeh sab hota hai isi kachchhap shriyantra me. jisme yantra bhoomi ke neeche hota hai jo ki neeche se pani me halka sa dooba rahta hai.aur us yantra ke upar ajasra ya nischit matra me agni ka prayog kiya jata hai,aur yahi agni jiska pratik urdhvmukhi trikon hai us kachchhap jo ki bhoomi me chhupa hua hai par avasthit rahta hai .ab jab us agni ke dwara us yantra me siddhras ka manthan hota hai to us agni roopi parvat ke shirsh par lakshmi ko upasthit hona hi padta hai.aur apne vardan se sadhak ko uska abhisth phal dena hi padta hai. aap ka hi a.k.nikhil Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.