Jump to content
IndiaDivine.org

durlabh nav grah mantra

Rate this topic

Guest guest

Recommended Posts

dear all,

jai gurudev,

tantra shastra ki parampara me pratyeh samasya ke samadhan ke liye koi na koi sadhana hai.kya hamne kabhi socha hai ki jab sadhanaon se ham apni manokamna poori kar sakte hain aur pratyek sadhana aur uski shakti ka prabhav kshetra simit parantu vistrit rahta hai.tab grahon ke mantron ka jap sirf grah shanti ke liye kyun kiya jata hai jabki unke mantron ke prayog se ham apni samasya ka na sirf samadhan kar sakte hain balki manokamna poorti ka labh bhi utha sakte hain.shayad aapko meri baat ajeeb klag rahi hogi ... par yeh satya hai ki pratyek grah ka tantrokt mantra us grah ke swabhavanusar sadhak ki manokamna bhi poori kar sakta hai .phir chahe wo uski kundli me ulta ho ya sidha.

are jab ham kisi shakti ki sadhana karte hain to bhale hi wo janmgat hamari shatru ho lekin manton ki vashikaran shakti ke kaaran use hamara abhisth siddh karna hi padta hai.

isi kram me aaj navgrahon ke wo mantra aapke samne sadgurudev ki kripa se main rakh raha hoon jo ki prakash me alp hi aaye honge.

in mantron ko karne aap ke paas chaitanya navgrah yantra hona chahiye aur aap pratyek mantra ko matra 11 bar karna hai.aur in tantrokt manton ko apne jeevan me apna kar aap swayam hi inke labh ko prapt kar sakte hain.

1.arogya data surya

om hreem tigmrashmaye arogyadaay swaha

2.mansik shakti pradata chandra

kleem hreem aim amritkaramritam plavay plavay swaha

3.dust dalan karta mangal

aim hram hrim sarvdushtan nashay nashay swaha

4.kamna poorti budh mantra

hreem shreem shoumya sarvan kamaan pooray swaha

5.abhisht data brahspati

aum aim aum surguro abhishtam yachchh yachchh swaha

6.buddhi va vyavsay me safalta dayak shukra

shaam sheem shoom shaiem shaum shah

7.shatru uchchatankarta shani

hraam hraam hreem hreem sarvshatrun vidravay vidravay martandsoonve namah

8.satru vidveshan karta rahu

raam hroum bhrem hreem somshatro shatrun vidhvanshay rahve namah

3.labh pradata ketu

kroom hroom kraim ketve swaha

is sadhana ko sunday se start karte hain.

aap ka hi

a.k.nikhil

Link to comment
Share on other sites

Dear Arif,

thanks very much for your kind mantras but i will be very if you will write your messages in english too since some of us are not in india but we practice yoga.

Prem and om,

upendra yoga research foundation

ghana west africa--- On Thu, 10/2/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 wrote:

Arif khan Nikhil <arif_2arif2000 durlabh nav grah mantra Date: Thursday, October 2, 2008, 4:29 AM

It is very difficult to read hindi in roman script. You are requested to either write in english or in Hindi with devnagri script.

Regards,

Lamber--- On Fri, 3/10/08, Dormediameo Jonathan <omsriupendra wrote:

Dormediameo Jonathan <omsriupendraRe: durlabh nav grah mantra Date: Friday, 3 October, 2008, 5:45 PM

Dear Arif,

thanks very much for your kind mantras but i will be very if you will write your messages in english too since some of us are not in india but we practice yoga.

Prem and om,

upendra yoga research foundation

ghana west africa--- On Thu, 10/2/08, Arif khan Nikhil <arif_2arif2000@ .co. in> wrote:

Arif khan Nikhil <arif_2arif2000@ .co. in> durlabh nav grah mantra@ s.comThursday, October 2, 2008, 4:29 AM

dear all,

jai gurudev,

tantra shastra ki parampara me pratyeh samasya ke samadhan ke liye koi na koi sadhana hai.kya hamne kabhi socha hai ki jab sadhanaon se ham apni manokamna poori kar sakte hain aur pratyek sadhana aur uski shakti ka prabhav kshetra simit parantu vistrit rahta hai.tab grahon ke mantron ka jap sirf grah shanti ke liye kyun kiya jata hai jabki unke mantron ke prayog se ham apni samasya ka na sirf samadhan kar sakte hain balki manokamna poorti ka labh bhi utha sakte hain.shayad aapko meri baat ajeeb klag rahi hogi ... par yeh satya hai ki pratyek grah ka tantrokt mantra us grah ke swabhavanusar sadhak ki manokamna bhi poori kar sakta hai .phir chahe wo uski kundli me ulta ho ya sidha.

are jab ham kisi shakti ki sadhana karte hain to bhale hi wo janmgat hamari shatru ho lekin manton ki vashikaran shakti ke kaaran use hamara abhisth siddh karna hi padta hai.

isi kram me aaj navgrahon ke wo mantra aapke samne sadgurudev ki kripa se main rakh raha hoon jo ki prakash me alp hi aaye honge.

in mantron ko karne aap ke paas chaitanya navgrah yantra hona chahiye aur aap pratyek mantra ko matra 11 bar karna hai.aur in tantrokt manton ko apne jeevan me apna kar aap swayam hi inke labh ko prapt kar sakte hain.

1.arogya data surya

om hreem tigmrashmaye arogyadaay swaha

2.mansik shakti pradata chandra

kleem hreem aim amritkaramritam plavay plavay swaha

3.dust dalan karta mangal

aim hram hrim sarvdushtan nashay nashay swaha

4.kamna poorti budh mantra

hreem shreem shoumya sarvan kamaan pooray swaha

5.abhisht data brahspati

aum aim aum surguro abhishtam yachchh yachchh swaha

6.buddhi va vyavsay me safalta dayak shukra

shaam sheem shoom shaiem shaum shah

7.shatru uchchatankarta shani

hraam hraam hreem hreem sarvshatrun vidravay vidravay martandsoonve namah

8.satru vidveshan karta rahu

raam hroum bhrem hreem somshatro shatrun vidhvanshay rahve namah

3.labh pradata ketu

kroom hroom kraim ketve swaha

is sadhana ko sunday se start karte hain.

aap ka hi

a.k.nikhil

Add more friends to your messenger and enjoy! Invite them now.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...