Guest guest Posted October 6, 2008 Report Share Posted October 6, 2008 dear all, jai gurudev , kuchh dino pahle hamari kisi bahan ne manibhadra yaksha ki sadhana chahi thi aaj us vidhan ko hi main apne lekh me de raha hoon. manibhadra yaksharaj kuber ke senapati hain aur iske dvara shunya siddhi ,dhan labh ,aadi prapt kiya jata hai.is sadhana me laal rang ki pradhanta hai means vastra ,asan,deepak ki baati ,pushp aadi laal rahte hain ,north face rahta hai ,ratri ke doosre pahar me yeh sadhana ki jati hai 7 dino ki sadhana hai.perday 1000 mantra karna hai.aue misthan ka bhog lagana hai,antim divas manibhadra aakar aapka abhisth pradan karte hain .is sadhana me kuber yantra aur manibahdra yantra ki avshayakta hoti hai mala moonge ki use hogi. om namo manibhadraay namah poornay namo mahayakshasenadhipatye mot mot dharaay swaha aap ka hi a.k.nikhil Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.