Guest guest Posted October 23, 2008 Report Share Posted October 23, 2008 dear all jai gurudev, nikhileshwaranand stavan bramhand ki dhwaniyose nirmit ek esa stawan he jis se sadhak ko sabhi bhautik or aadhyatmik uplabhdhiya prapt ho sakti he. jab sadhak ise swaswar uchharan karke gate he to ek ajib sa anand hriday pe chha jata he or jab sadhak log ise anusthan ke roop me 9 hafte tak deinik sadhana ke sath upyog karte he tab unhe kundalini jaagran ka marg prapt ho kar gurudev ka aashirvad prapt hota he alag alag sadhako ko alag alag anubhutiyan huyi hi he is stavan ke uchharan se ek gurubahen ne jab bhav vihval ho ke iska prayog kiya tha to gurudev ne sakshat darshan diye the ek dusre gurubhai ne iska prayog kiya tha to unhe bhi sukshma roop se gurudev ke darshan huve the mera khudka bhi kuchh esa hi anubhav raha he prayah ek sugandh si fel jati he, tan ke sare santap mit kar ek phool ki tarah halka hojata he or ek anirvachniya anand ki prapti hoti he shrdhha or vishwash ke sath is stavan ka uchharan karke ek baar jaroor dekhe aapka mayur jai gurudev Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted October 26, 2008 Report Share Posted October 26, 2008 Dear mayur Thank you for your information .Would you provide the Audio on mail. Thanks Shushil Dhakal mayur_vihtm <mayur_vihtm Sent: Thursday, October 23, 2008 10:02:13 PM nikhileshwaranand stavan dear alljai gurudev,nikhileshwaranand stavan bramhand ki dhwaniyose nirmit ek esa stawan he jis se sadhak ko sabhi bhautik or aadhyatmik uplabhdhiya prapt ho sakti he. jab sadhak ise swaswar uchharan karke gate he to ek ajib sa anand hriday pe chha jata he or jab sadhak log ise anusthan ke roop me 9 hafte tak deinik sadhana ke sath upyog karte he tab unhe kundalini jaagran ka marg prapt ho kar gurudev ka aashirvad prapt hota healag alag sadhako ko alag alag anubhutiyan huyi hi he is stavan ke uchharan seek gurubahen ne jab bhav vihval ho ke iska prayog kiya tha to gurudev ne sakshat darshan diye theek dusre gurubhai ne iska prayog kiya tha to unhe bhi sukshma roop se gurudev ke darshan huve themera khudka bhi kuchh esa hi anubhav raha heprayah ek sugandh si fel jati he, tan ke sare santap mit kar ek phool ki tarah halka hojata he or ek anirvachniya anand ki prapti hoti heshrdhha or vishwash ke sath is stavan ka uchharan karke ek baar jaroor dekheaapkamayurjai gurudev Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted October 27, 2008 Report Share Posted October 27, 2008 dear sushil ji jai gurudev I am extremely sorry that I do not have any link of audio version. hopefully it is our fortune that the stavan is still available in formate of book which you can get from jodhpur ashram. jai gurudev mayur Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted June 23, 2009 Report Share Posted June 23, 2009 > dear all > > jai gurudev, > plz provided me nikhileshwaranand stavan in hindi,sanskrit or english plzzzzzzzzzzzzzzzz plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz > > jai gurudev > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.