Jump to content
IndiaDivine.org

Shamshaan sadhna

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

 

 

 

dear arifji,

 

very good article.

 

thanks for the divine knowledge.

 

 

om shakti

 

gopal 

On 4/6/09, ashu bobby <arif_2arif2000 wrote:

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Jai Gurudev     Shamshaan sadhna ke bare me batate huye Sadgurudev ne kaha tha ki shamshaan sadhna tuchh ya hey sadhna nahi hai ye to jeevan me vyakti ko asht pashon se mukt karne wali sadhna hai .aur shamshaan me sadhna kar vyakti bhay se rahit ho jata hai aur use aisi drinta mil jati hai ,jisse ki vah saare vishv me kahi par bhi nirdwand bhraman kar sakta hai ,bhoot-pret uske gulam ho jate hai ,jinke madhyam se vyakti sansaar ka koi bhi karya kar sakta hai . ye alag baat hai ki sadharan ya kamjor aatm bal wale sadhak aisi sadhnaon me baithne ke paatr nahi hote.       Jab sadhak apne  isht ke pratayksh sakshatkar ka sankalp le leta hai to use is sadhna ka avlamban lena hi padta hai. Tantra me bhay se bhaga nahi jata aur na hi use dabaya jata hai balki useswikar kar us par vijay payee jati hai .yaad rakhiye yadi aap shamshaan me ek baar  bhi poorn rupen sadhna kar lete hain to kaam,bhay,jugupsa.ghrina.moh,bhay apne aap hi aapke samne paraast ho jate hain . jeevan ki nissarta ka bodh aur aatmgyan ka anubhav is sadhna ke baad hi hota hai aur tantra ke 5 peethon me se ye ek anivary peeth hai .prakarantar se shyama sadhna ka ye poorvabhyaas hi hai ,jiske baad hi guru aapko tantra ke goodh rahasyon ki chabi pradan karta hai .to kyun na guru aagya se is sadhna ko sampan kar apne sadgurudev ke gaurav pataka ko ham aur uchaiyon par lahraaye.haan ek baat avashya dhyan me rakhen ki is sadhna ko guru nirdeshan me hi karma chahiye.      Shamshan ke prakaar –   Shamshaan 10 prakar ke hote hain safeda,yamdand,sukiya,fuliya,haldia,kamedia,kikdiaa,michmichiya,silsiliya,piliya, ye 10 naam un 10 shaktishali pretshaktiyon ke hain jo ki shamshaan sadhna ke samay aapke ugra mantron ko apni shakti sejagrat karte hai. Inhi prêt shaktiyon ke bal ke dwara shamshaan ki ekantikta me abhichar karm,bhoot-pret,pishach,betal,bhairav aadi ke mantra siddh kiye jate hain . Shamshaan ke adhishthrata dhoomra lochan ka swaroop ghanshyam,bhayanak dirgh deh,bade bade kesh aur saghan badi lomrashi ,hath me vajra,aur pash,nagn paad,tatha chamde ki langot dharan kiye huye hain. Prêt pind aadi tatha chitaagni setapakta shav ka maans -majja  inka bhojan hai.       Shukla paksha, tatha Krishna paksha ki 8,14 tatha mangalvaar,shanivaar ka ,15,30 tithi ka is sadhna me jyada prayog hota hai .nana prakaar ke phalo,aamish tatha niramish dono hi prakar ke bhog suvidha anusaar lagaya jata hai. Shamshaan me pravesh karte samay  guru,ganesh-batuk-yogini aur matrgano se anumati leta hai.sabi shamshaan me vyapt shaktiyon ko namaskaar kar vah apni sadhna praraambh karta hai aura san par baith kar kramsah shamshanadhipati ko poorv me,bhairav ko dakshin me.kaalbhairav ko pashchim me tatha mahakaal ko uttar me padyadi dekar unka poojan kar bhog-bali aadi deta hai .yadi chita ka prayog kar raha ho to kaalratri,kali tatha mahakaali ke ghor mantra padhta hua bhog samarpit karta hai .tatpashchaat bhoot nath ko bali pradaan kar veerardan mantra se chaturdik raksha chakra ka nirmaan karta hai .yaad rakhiye isi mantra ke baad hi sadhak swayam bhairav roop ho jata hai aur vighn aadi uska kuchh nahi bigaad paate .      Iske baad sadhak apne guru dwra nirdisht mantra ka jap karta hai tatha apne prayojan ko siddh karta hai.aghor sadhna,kaal-bhairav sadhna,shamshaan jagran sadhna,asan khilne ki sadhna,ugra kali sadhna,52 bhairav sadhna,mahaugra tara sadhna,shamshaan kali sadhna,marghat chandi sadhna,tantrik shatkarm aadi pramukh sadhna hai iske atirikt veersadhan ek ati mahatvapoorna sadhna hai .ye to nitaant satya hai ki jo sadhnayen soumya roop me bahut lamba samay siddh hone me lagati hain, wahi shamshaan me yekahi tivra gati se aur  shighra siddh ho jati hain.                               Halanki aaj sadhak keliye vatavaran itna anukul nahi hai aur upar sesamajik va kanooni niyam itne jatil ho gaye hain ki sadhak chah kar bhi in sadhnao ko majboorivash kar nahi pata .par Sadgurudev ki aseem kripa dekhiye ki wesahaj hi karoona vash apne shishyon ko aisa vardaan pradaan kar dete hain jiske baad aapko shamshaan jane ki avashayakta hi nahi rahti balki aap swayam hi un saare labhon ko apne sadhna kaksh me bina kisi dosh ke le sakte  hain aur un shaktiyon ke sahyog se apne jeevan ko khush haal  aur aishvarya yukt bhi bana sakte hain.

       Aur wo adwiytiya kriya hai Sadgurudev dwara Teevra Mahakaal diksha lena .jiske dwra Sadguru aapke shareer me hi maha shamshaan ki sthapna kar tivra shakti yukt akhand chita ko prajvalit  kar dete hain aur jisme  sadhak ke sabhi grah doshon bhi bhasmibhoot  ho jate  hain.iske baad aapko shamshaan jakar jatil kriyaon ko karne ki avashayakta hi nahi rah jati balki aap apne sadhna kaksh me hi un tivra sadhnaon ko guruaagya se sampaan kar siddh kar sakte hain.              Abhi bhi yadi ham itni suvidhaon ke baad bhi haath part haath dharebaithe rahe to hamara bhagya phir koi nahi badal sakta .kaha bhi gaya hai ki udyam se hi kaarya siddh hote hain manorath ya chahne se nahi. Buddhiman ko ishara kafi hai .                                                                                                  

                                                                                                          Aapka hi

 

 

                                      ****ARIF****

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Did you know? You can CHAT without downloading messenger. Click here

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Dear Ashu:

 

It would be kind of you to write your thoughts in English for the benefit of the non - hindi knowing people. If you could make up hindi words with English alphabets, I am sure you can instead write in English. This is a thought felt suggestion for the benefits of other Guru Bhais.Thanks

 

 

 

Anand Murali PMP, CSM, SSGB, MS (USA), M.com--- On Mon, 4/6/09, ashu bobby <arif_2arif2000 wrote:

ashu bobby <arif_2arif2000 Shamshaan sadhna Date: Monday, April 6, 2009, 1:44 PM

 

 

 

 

 

 

 

Jai Gurudev Shamshaan sadhna ke bare me batate huye Sadgurudev ne kaha tha ki shamshaan sadhna tuchh ya hey sadhna nahi hai ye to jeevan me vyakti ko asht pashon se mukt karne wali sadhna hai .aur shamshaan me sadhna kar vyakti bhay se rahit ho jata hai aur use aisi drinta mil jati hai ,jisse ki vah saare vishv me kahi par bhi nirdwand bhraman kar sakta hai ,bhoot-pret uske gulam ho jate hai ,jinke madhyam se vyakti sansaar ka koi bhi karya kar sakta hai . ye alag baat hai ki sadharan ya kamjor aatm bal wale sadhak aisi sadhnaon me baithne ke paatr nahi hote. Jab sadhak apne isht ke pratayksh sakshatkar ka sankalp le leta hai to use is sadhna ka avlamban lena hi padta hai. Tantra me bhay se bhaga nahi jata aur na hi use dabaya jata hai balki useswikar kar us par vijay payee jati hai .yaad rakhiye yadi aap shamshaan me ek baar bhi poorn rupen sadhna kar lete hain to kaam,bhay,jugupsa. ghrina.moh, bhay apne aap hi aapke samne paraast ho jate hain . jeevan ki nissarta ka bodh aur aatmgyan ka anubhav is sadhna ke baad hi hota hai aur tantra ke 5 peethon me se ye ek anivary peeth hai .prakarantar se shyama sadhna ka ye poorvabhyaas hi hai ,jiske baad hi guru aapko tantra ke goodh rahasyon ki chabi pradan karta hai .to kyun na guru aagya se is sadhna ko sampan kar apne sadgurudev ke gaurav pataka ko ham aur uchaiyon par lahraaye.haan ek baat

avashya dhyan me rakhen ki is sadhna ko guru nirdeshan me hi karma chahiye. Shamshan ke prakaar – Shamshaan 10 prakar ke hote hain safeda,yamdand, sukiya,fuliya, haldia,kamedia, kikdiaa,michmich iya,silsiliya, piliya, ye 10 naam un 10 shaktishali pretshaktiyon ke hain jo ki shamshaan sadhna ke samay aapke ugra mantron ko apni shakti sejagrat karte hai. Inhi prêt shaktiyon ke bal ke dwara shamshaan ki ekantikta me abhichar karm,bhoot-pret, pishach,betal, bhairav aadi ke mantra siddh kiye jate hain . Shamshaan ke adhishthrata dhoomra lochan ka swaroop ghanshyam,bhayanak dirgh deh,bade bade kesh aur saghan badi lomrashi ,hath me vajra,aur pash,nagn paad,tatha chamde ki langot dharan kiye huye hain. Prêt pind aadi tatha chitaagni setapakta shav ka maans -majja inka bhojan hai. Shukla paksha, tatha Krishna paksha ki 8,14 tatha mangalvaar,shanivaa r ka ,15,30 tithi ka is sadhna me jyada prayog hota hai .nana prakaar ke phalo,aamish tatha niramish dono hi prakar ke bhog suvidha anusaar lagaya jata hai. Shamshaan me pravesh karte samay guru,ganesh- batuk-yogini aur matrgano se anumati leta hai.sabi shamshaan me vyapt shaktiyon ko namaskaar kar vah apni sadhna praraambh karta hai aura san par baith kar kramsah shamshanadhipati ko poorv me,bhairav ko dakshin me.kaalbhairav ko pashchim me tatha mahakaal ko uttar me padyadi dekar unka poojan kar bhog-bali aadi deta hai .yadi chita ka prayog kar raha ho to kaalratri,kali tatha mahakaali ke ghor mantra padhta hua bhog samarpit karta hai .tatpashchaat bhoot nath ko bali pradaan kar veerardan mantra se chaturdik raksha chakra ka nirmaan

karta hai .yaad rakhiye isi mantra ke baad hi sadhak swayam bhairav roop ho jata hai aur vighn aadi uska kuchh nahi bigaad paate . Iske baad sadhak apne guru dwra nirdisht mantra ka jap karta hai tatha apne prayojan ko siddh karta hai.aghor sadhna,kaal- bhairav sadhna,shamshaan jagran sadhna,asan khilne ki sadhna,ugra kali sadhna,52 bhairav sadhna,mahaugra tara sadhna,shamshaan kali sadhna,marghat chandi sadhna,tantrik shatkarm aadi pramukh sadhna hai iske atirikt veersadhan ek ati mahatvapoorna sadhna hai .ye to nitaant satya hai ki jo sadhnayen soumya roop me bahut lamba samay siddh hone me lagati hain, wahi shamshaan me yekahi tivra gati se aur shighra siddh ho jati hain. Halanki aaj sadhak keliye vatavaran itna anukul nahi hai aur upar sesamajik va kanooni niyam itne jatil ho gaye hain ki sadhak chah kar bhi in sadhnao ko majboorivash kar nahi pata .par Sadgurudev ki aseem kripa dekhiye ki wesahaj hi karoona vash apne shishyon ko aisa vardaan pradaan kar dete hain jiske baad aapko shamshaan jane ki avashayakta hi nahi rahti balki aap swayam hi un saare labhon ko apne sadhna kaksh me bina kisi dosh ke le sakte hain aur un shaktiyon ke sahyog se apne jeevan ko khush haal aur aishvarya yukt bhi bana sakte hain.

Aur wo adwiytiya kriya hai Sadgurudev dwara Teevra Mahakaal diksha lena .jiske dwra Sadguru aapke shareer me hi maha shamshaan ki sthapna kar tivra shakti yukt akhand chita ko prajvalit kar dete hain aur jisme sadhak ke sabhi grah doshon bhi bhasmibhoot ho jate hain.iske baad aapko shamshaan jakar jatil kriyaon ko karne ki avashayakta hi nahi rah jati balki aap apne sadhna kaksh me hi un tivra sadhnaon ko guruaagya se sampaan kar siddh kar sakte hain. Abhi bhi yadi ham itni suvidhaon ke baad bhi haath part haath dharebaithe rahe to hamara bhagya phir koi nahi badal sakta .kaha bhi gaya hai ki udyam se hi kaarya siddh hote hain manorath ya chahne se nahi. Buddhiman ko ishara kafi hai .

Aapka hi

 

****ARIF****

 

Add more friends to your messenger and enjoy! Invite them now.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Dear Friends,

JAI GURUDEV Today our discussion topic is – Shamshaan Sadhna By explaining about the Shamshaan Sadhna – Sadgurudev had told that this Sadhna is not something to be feel like Inferior or at a low level but this devotion is somewhat so much powerful that it relieves a person from all the 8 traps of his miserable life…and when a person devotes in a Shamshaan (which is known as a Graveyard in English) feels fear free from all sorts of fear and gets so much confident that he can roam anywhere in the world without any fear and the good & the evil spirits becomes his followers by which a person can accomplish any work…But this is a different fact the persons with weak will power are not eligible for these type of devotions… When a devotee takes an oath in front of his IDOL then he needs to this devotion anyhow without fail…In Tantra, no one can run from the fear nor can it be push backwards but the fear is being accepted and needs to be win the same.Pls.remember, if you are able to complete the devotion once in a graveyard you are able to win all yours – Fear, Anxiety, Hate, Possessiveness, etc...will automatically gets finished off in front of you… The feeling of a prosy / dull attitude towards life & its experience gets into a mind after this devotion and in the 5 shrines of a Tantra System this is one of the types which are necessary to follow… This is what a preliminary practice of a “Shyam Sadhna from Prakarantar†after which only Sadgurudev teaches the most deep and hidden learnings & provide the Key of these processes…Then why not to learn & accomplish all these learnings from the Sadgurudev and rise the Pride flag to the highest point of these processes…Yes, but do remember one more important point that this devotion must be done in the proper guidance of Sadgurudev only… Types of Shamshaan – There are 10 types of Shamshaan which are - Safeda,Yamdand,Sukiya,Fuliya,Haldia,Kamedia,Kikdiaa,Michmichiya,Silsiliya,Piliya….These 10 names belongs to those powerful spirits who rise their powers by the aggressive chants done by you while the Shamshaan Sadhna…By the powers of these Spirits only, in the loneliness of the Shamshaan - abhichar karm,bhoot-pret,pishach,betal,bhairav mantra etc.gets accomplished… The master or the Principal of the Shamshaan “Dhhomra Lochan†resembles like – A Tawny body with a fearful body posture with long & thick hairs;Vajra & Pash in his hands with a leather wearing waist and bare foots…The favourite food of his – Evil bodies and the cooked flesh from the ash flames… In Shukla Paksh (Influence of the Bright Half of the Lunar Month) & Krishna Paksh (Influence of the Dark Half of the Lunar Month) – the tithi – 4th & the 8th and the 15th & 30th day of the Tuesday & the Saturday are considered as the good days for these devotions…

Various types of fruits, veg & non veg.items as per the convenience is being present…While entering into the Graveyard, the master / guru seeks permission from the “Ganesha – Batuk – Yogini†& the dead spirits and salute all the powerful souls of the graveyard and starts the devotion by taking his position – he worships and place “Shamshanadhipati†in the East direction, Bhairav in the South, Kaalbhairav in the West & Mahakaal in the North & donate all the sacrificial offerings to all by enchanting holy mantras…if he is using the ashes of the dead body then he has to give offerings to the “Kaalratri, Kali & Mahakali†by using the powerful mantras…Afterwards, he offers a BALI (juggernauts) in front of “Bhoothnath†and create a defence / protection circle around him by enchanting Veerardan Mantra… Do remember, after this much process the devotee himself becomes a powerful form of a “Bhairav†and no hindrances can stop his way…Now the devotee is ready to complete all the devotion process as per the instructions & the particular chants (Mantra)given by his Guru and fulfil all his work accordingly…All the below devotions are the main Devotions under the Shamshaan Sadhna – Aghor Sadhna,Kaal-bhairav Sadhna,Shamshaan Jagran Sadhna,Asan Khilne ki Sadhna, Ugra Kali Sadhna,52 Bhairav Sadhna,Mahaugra Tara Sadhna,Shamshaan Kali Sadhna,Marghat Chandi Sadhna,Tantrik Shatkarm…besides this, there is one more devotion which is very important and is known as – “Veer Sadhnaâ€â€¦ The very amazing fact is that when these devotions are conducted in a soft form it will take a long time but when the same gets completed in Shamshaan,it gets accomplished at a very rapid state and in a less time… But as a matter of fact, in today’s context the things for a Devotee is not an easy task as the surrounding environment is not favourable and the Social Law & Orders are too strict hence he is not able to accomplish all the things very easy…but of course, this is the only blessings of our Sadgurudev that he has already taught so much to his students that they are able to conduct all these devotions in their own devotion rooms without any fault and there is no need to worship and devote in the Shamshaan…and with the help of all these spiritual powers makes the life so smooth and happy… And, this is possible by taking the divine convocation of “Mahakaal Diksha†from the Sadgurudev by which the Sadgurudev will laid “Maha Shamshaan,it your own body and lit the immortal powerful Chita in your soul and the body due to which all the planetary lack gets burned off of the devotee. After this, there is no need to go and worship & to conduct all the processes in the Graveyard but you can conduct all the same in your own devotion room as per the Blessings and the instructions forwarded by the Sadgurudev… Now, if still by knowing all the facts, we will sit just by folding hands no one else can change our fortune….and it is also a saying that – God also helps those who helps themselves & I think “A Hint is very much enough to the Intelligentâ€â€¦. Thanks & Rgds… A.K.Nikhil

 

****ARIF****

Check out the all-new Messenger 9.0!

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...