Guest guest Posted May 2, 2009 Report Share Posted May 2, 2009 Dear Ashu,Your articles are really very good. It's appriciable, but this is my humble request to write all articles in English. Its difficult to read hindi words which is written in englishKindly please do write in englishThanks & Regards Mr. Manish Chourasia Sr. DeveloperTrust Systems & Software (I) Pvt. Ltd.9372203537--- On Fri, 5/1/09, ashu bobby <arif_2arif2000 wrote:ashu bobby <arif_2arif2000 Swarnakarshan Bhairav Yantra Date: Friday, May 1, 2009, 2:07 PM Jai Gurudev, Jeevan ke chaaro purusharth me arth ki bhoomika puritan kaal se mahatvpoorna rahi hai. Main yaha bas yahi kahna chah raha hoon ki dhan ki bhoomika manav jeevan me sabhi kaalo me maanya rahi hai. Chahe iske dwara aishvarya prapti ki baat ho ,ya sukhon ke upbhog ki .ya phir samaaj me apna varchasv banane ki. Aur is baat ko hamare rishiyon ne bahut pahle hi samajh liya tha aur unhone apne tantra bal aur yog-bal ke dwara brahmaand se dhan prapti ke liye vibhinn sadhnaon ka gyan prapt kiya . unke dwara jyamitiy roop me un shaktiyon ka bandhan yantron ke roop me apna manorath siddh karne ke liye kiya gaya . Vaise to jeevan ke pratyek pakshon ko sabalta pradaan karne ke liye vibhinn yantron ka prachlan sadhak samaaj me hai. Par jaha baat dhan aur shree ki prapti ke liye ki ja rahi ho vaha barbas hi logon ka dhyan shriyantra ki or chala hi jata hai.akhir jaye bhi kyun na, shriyantra ke dwara jo unnati hoti hai wo sthaayee bhi hoti hai aur dharm sammat bhi .par sirf shri prapt karma hi to sab kuchh nahi hai na…………. Uchh koti ke tantrik is baat ko bhi bhali bhanti jante the ki aishwarya to ho par wo shatru,rajya- badha( mukadma aadi) ,tatha rogon se bhi mukt hona chahiye na…….. Aur is ke liye ek aparaajey prahari aur rakshak ke roop me bhala bhagwaan bhairav se behtar kaun ho sakta hai .bhale hi log bhairav ko ugra mante hon ,par kam logo ko hi ye baate pata hogi ki bhairav ke sarvadhik vardayak aur poorn abhay yukt aishvarya dene vala roop swarnakarshan bhairav hai,jinki sadhna puritan kaal se hi sadhakon se sadhakon ke Madhya hi chali aa rahi hai ,is liye aaj bhi ye sadhna apne mool roop me surakshit hai .ye sadhak jeevan ka saubhagya hi hota hai ki aisi divya sadhna use prapt ho ,aur ,SadGurudev ne shishyon ko kisi bhi saubhagya se vanchit nahi kiya .unhone ek poora shivir hi Swarnakarshan Bhairav ke upar lagaya tha,aur un rahasyon ko vivechit va prakat kiya tha jo durlabh va samanya roop se agamya hain. Usi dauraan unhone bataya tha ki yadi kisi kaaranvash koi is sadhna ko nahi bhi kar pata hai tab bhi yadi vo matr Swarnakarshan Bhairav Yantra ki sthapna hi apne sadhnakaksh .pooja-sthal ya phir vyaparik pratishthaan par kar leta hai tab bhi vo poorna labh prapt kar leta hai . unhone is yantra ke rahasyon ki gutthi ko kholte huye bataya tha ki ye yantra ek adwiytiya yantra hai,jiske pratyek akshar-varn aur bindu ka mahatva hai. Iske chaar bhago me 4 panchdashi yantra ankit hote hain( pratyek disha me alag-alag varno kekram se panchdashi yantra ankit hota hai) jo is baat ka pratik hain ki sadhak ko samast vishva ki sampada ek sthan se nahi apitu charon dishaon se prapt hogi,koi badha,koi shatru uske uddeshya me badhak nahi ho sakte. Charon kono me shreem roopi maha lakshmi ka beej ankit hai ,jo dhan ko akhandta pradan karta hai. Upar aur neeche milakar charo kono me om ka ankan poornta,shreshtta aur safalta ka soochak hai.jisse bhog aur moksh ek sath sahaj prapt hai..bhaotik drishti se 16 uplabdhi prapt hoti hai dhan,dhaanya, bhoomi,uttam bhavan,samaajik keerti, poorna-aayu, akhand yash,maansik shanty, vaahan,putr, pautra,rajya- unnati,uttam swasthya,nirantar pragati,nishchit safalta,jeevan me poornta. Aadhyatmik drishti se bhi 16 uplabdhiyan prapt hoti hai.prem,daya, sneh,apnatv, mamatv,dravit hriday,mansik shanty,akhand- samaadhi, gyaan,chintan, kundli jagran, akaatm-bhaav, ishvar-darshan, tatasthta, aatm-sanyam, vasudhaiv- kutumbkam bhaav ki prapti. Yehi 32 kalaayen hain jinse paripoorna manushya poorna guno yukt kahlata hai.yantra ke Madhya me vratt aur uske beech me chaukor phir punah vratt ka taatparya poore brahmaand me nihit shaktiyon ko apne me samahit kar siddh hone ka bhaav hai. Inme ankit akshar samast brahmaand ko avlokit karne ka bhaav hai ya doosre shabdon me samast chakron ka bhedan kar sahstraar prapt karne ki kriya hai. Madhya sthaan se chaaron taraf nikle trishool vishva ki raksha aur aatm-bal dwara vishva kalyaan ki bhavnaa se sangumphit hai. Is prakaar ye yantraaatma ko parmaatma me vileen karne tatha brahmaand ki siddhiyon ko samahit karne ki kriya hai.iske prayog dwara saadhak mitti ke dhele ko bhi swarna me parivartit kar atulniya sampadaa ka swami ban sakta hai . Tatkaalik labh ke liye inka sthaapan kar apni manokaamna ki poorti ke liye kaarya anusaar bhagwaan bhairav ka satvik,raajsik ya taamsik dhyaan ka nitya 11 baar uchchaaran hi paryaapt rahta hai…. Saatvik dhyaan se-akaal-mrityu yog ka naash,aayu-vriddhi, aarogya tatha mukti prapti Raajsik dhyaan se-dharm,kaamnaon ki poorti,aarthik safalta. Taamsik dhyaan se-shatru krit abhichaar ka nivaran,shatruon par vijay mukadme me safalta.bhoot- pret badha se mukti aur siddhi/ Isi prakaar jo apne jivan me vyavsaay ya job me lagataar unnati chahte hain ,ve yadi 5-11 baar is yantra ke samne Kanak-Dhara stotra ka path yadi karte hain to hone wale parivartan ko ati shighra swayam hi dekh kar aashcharya chakit rah jayenge. Jin sadhako ko paarad vigyan me safalta paani hai unhe to yeh sadhna karni hi chahiye. Baat sirf padhne ki nahi apitu apnakar dekhne ki hai anyatha……. Apni kundli dekh kar apne bhaagya par rone ke alava koi upaay nahi rah jayega. Vaise bhi samasyaon ki charcha par dhyaan dekar samay bekaar karne se kahi behtar uska samadhaan karna hai,ab marji hai aapki ,aakhir jeevan hai aapka. Aapka hi ****ARIF**** Own a website.Get an unlimited package.Pay next to nothing.* Click here!. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted May 2, 2009 Report Share Posted May 2, 2009 || Jai Gurudev ||Dear Ashu-bobby, Your articles are really very good. It's appriciable, but this is my humble request to write all articles in English. Its difficult to read hindi words which is written in english Kindly please do write in englishThanks & Regards Mr. Manish Chourasia Sr. DeveloperTrust Systems & Software (I) Pvt. Ltd.9372203537--- On Fri, 5/1/09, ashu bobby <arif_2arif2000 wrote:ashu bobby <arif_2arif2000 Swarnakarshan Bhairav Yantra Date: Friday, May 1, 2009, 2:07 PM Jai Gurudev, Jeevan ke chaaro purusharth me arth ki bhoomika puritan kaal se mahatvpoorna rahi hai. Main yaha bas yahi kahna chah raha hoon ki dhan ki bhoomika manav jeevan me sabhi kaalo me maanya rahi hai. Chahe iske dwara aishvarya prapti ki baat ho ,ya sukhon ke upbhog ki .ya phir samaaj me apna varchasv banane ki. Aur is baat ko hamare rishiyon ne bahut pahle hi samajh liya tha aur unhone apne tantra bal aur yog-bal ke dwara brahmaand se dhan prapti ke liye vibhinn sadhnaon ka gyan prapt kiya . unke dwara jyamitiy roop me un shaktiyon ka bandhan yantron ke roop me apna manorath siddh karne ke liye kiya gaya . Vaise to jeevan ke pratyek pakshon ko sabalta pradaan karne ke liye vibhinn yantron ka prachlan sadhak samaaj me hai. Par jaha baat dhan aur shree ki prapti ke liye ki ja rahi ho vaha barbas hi logon ka dhyan shriyantra ki or chala hi jata hai.akhir jaye bhi kyun na, shriyantra ke dwara jo unnati hoti hai wo sthaayee bhi hoti hai aur dharm sammat bhi .par sirf shri prapt karma hi to sab kuchh nahi hai na…………. Uchh koti ke tantrik is baat ko bhi bhali bhanti jante the ki aishwarya to ho par wo shatru,rajya- badha( mukadma aadi) ,tatha rogon se bhi mukt hona chahiye na…….. Aur is ke liye ek aparaajey prahari aur rakshak ke roop me bhala bhagwaan bhairav se behtar kaun ho sakta hai .bhale hi log bhairav ko ugra mante hon ,par kam logo ko hi ye baate pata hogi ki bhairav ke sarvadhik vardayak aur poorn abhay yukt aishvarya dene vala roop swarnakarshan bhairav hai,jinki sadhna puritan kaal se hi sadhakon se sadhakon ke Madhya hi chali aa rahi hai ,is liye aaj bhi ye sadhna apne mool roop me surakshit hai .ye sadhak jeevan ka saubhagya hi hota hai ki aisi divya sadhna use prapt ho ,aur ,SadGurudev ne shishyon ko kisi bhi saubhagya se vanchit nahi kiya .unhone ek poora shivir hi Swarnakarshan Bhairav ke upar lagaya tha,aur un rahasyon ko vivechit va prakat kiya tha jo durlabh va samanya roop se agamya hain. Usi dauraan unhone bataya tha ki yadi kisi kaaranvash koi is sadhna ko nahi bhi kar pata hai tab bhi yadi vo matr Swarnakarshan Bhairav Yantra ki sthapna hi apne sadhnakaksh .pooja-sthal ya phir vyaparik pratishthaan par kar leta hai tab bhi vo poorna labh prapt kar leta hai . unhone is yantra ke rahasyon ki gutthi ko kholte huye bataya tha ki ye yantra ek adwiytiya yantra hai,jiske pratyek akshar-varn aur bindu ka mahatva hai. Iske chaar bhago me 4 panchdashi yantra ankit hote hain( pratyek disha me alag-alag varno kekram se panchdashi yantra ankit hota hai) jo is baat ka pratik hain ki sadhak ko samast vishva ki sampada ek sthan se nahi apitu charon dishaon se prapt hogi,koi badha,koi shatru uske uddeshya me badhak nahi ho sakte. Charon kono me shreem roopi maha lakshmi ka beej ankit hai ,jo dhan ko akhandta pradan karta hai. Upar aur neeche milakar charo kono me om ka ankan poornta,shreshtta aur safalta ka soochak hai.jisse bhog aur moksh ek sath sahaj prapt hai..bhaotik drishti se 16 uplabdhi prapt hoti hai dhan,dhaanya, bhoomi,uttam bhavan,samaajik keerti, poorna-aayu, akhand yash,maansik shanty, vaahan,putr, pautra,rajya- unnati,uttam swasthya,nirantar pragati,nishchit safalta,jeevan me poornta. Aadhyatmik drishti se bhi 16 uplabdhiyan prapt hoti hai.prem,daya, sneh,apnatv, mamatv,dravit hriday,mansik shanty,akhand- samaadhi, gyaan,chintan, kundli jagran, akaatm-bhaav, ishvar-darshan, tatasthta, aatm-sanyam, vasudhaiv- kutumbkam bhaav ki prapti. Yehi 32 kalaayen hain jinse paripoorna manushya poorna guno yukt kahlata hai.yantra ke Madhya me vratt aur uske beech me chaukor phir punah vratt ka taatparya poore brahmaand me nihit shaktiyon ko apne me samahit kar siddh hone ka bhaav hai. Inme ankit akshar samast brahmaand ko avlokit karne ka bhaav hai ya doosre shabdon me samast chakron ka bhedan kar sahstraar prapt karne ki kriya hai. Madhya sthaan se chaaron taraf nikle trishool vishva ki raksha aur aatm-bal dwara vishva kalyaan ki bhavnaa se sangumphit hai. Is prakaar ye yantraaatma ko parmaatma me vileen karne tatha brahmaand ki siddhiyon ko samahit karne ki kriya hai.iske prayog dwara saadhak mitti ke dhele ko bhi swarna me parivartit kar atulniya sampadaa ka swami ban sakta hai . Tatkaalik labh ke liye inka sthaapan kar apni manokaamna ki poorti ke liye kaarya anusaar bhagwaan bhairav ka satvik,raajsik ya taamsik dhyaan ka nitya 11 baar uchchaaran hi paryaapt rahta hai…. Saatvik dhyaan se-akaal-mrityu yog ka naash,aayu-vriddhi, aarogya tatha mukti prapti Raajsik dhyaan se-dharm,kaamnaon ki poorti,aarthik safalta. Taamsik dhyaan se-shatru krit abhichaar ka nivaran,shatruon par vijay mukadme me safalta.bhoot- pret badha se mukti aur siddhi/ Isi prakaar jo apne jivan me vyavsaay ya job me lagataar unnati chahte hain ,ve yadi 5-11 baar is yantra ke samne Kanak-Dhara stotra ka path yadi karte hain to hone wale parivartan ko ati shighra swayam hi dekh kar aashcharya chakit rah jayenge. Jin sadhako ko paarad vigyan me safalta paani hai unhe to yeh sadhna karni hi chahiye. Baat sirf padhne ki nahi apitu apnakar dekhne ki hai anyatha……. Apni kundli dekh kar apne bhaagya par rone ke alava koi upaay nahi rah jayega. Vaise bhi samasyaon ki charcha par dhyaan dekar samay bekaar karne se kahi behtar uska samadhaan karna hai,ab marji hai aapki ,aakhir jeevan hai aapka. Aapka hi ****ARIF**** Own a website.Get an unlimited package.Pay next to nothing.* Click here!. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...

Guest guest Posted May 6, 2009 Report Share Posted May 6, 2009 My Dear Friends, JAI GURUDEV The four pursuits in which humans may legitimately engage, also called chaturvarga, "four-fold good" - a basic principle of Hindu ethics. Dharma: "Righteous living." The fulfilment of virtue, good works, duties and responsibilities, restraints and observances - performing one's part in the service and upliftment of society. This includes pursuit of truth under a guru of a particular parampara and sampradaya. Dharma is of four primary forms. It is the steady guide for artha and Kama. Artha: "Wealth." Material welfare and abundance, money, property, possessions. Artha is the pursuit of wealth, guided by dharma. It includes the basic needs - food, money, clothing and shelter - and extends to the wealth required to maintain a comfortable home, raise a family, fulfil a successful career and perform religious duties. The broadest concept of wealth embraces financial independence, freedom from debt, worthy children, good friends, leisure time, faithful servants, trustworthy employees, and the joys of giving, including tithing (dashamamsha), feeding the poor, supporting religious mendicants, worshiping devoutly, protecting all creatures, upholding the family and offering hospitality to guests. Artha measures not only riches but quality of life, providing the personal and social security needed to pursue Kama, dharma and Moksha. It allows for the fulfilment of the householder's five daily sacrifices, pancha mahayajna: to God, ancestors, devas, creatures and men. Kama: "Pleasure, love; enjoyment." Earthly love, aesthetic and cultural fulfilment, pleasures of the world (including sexual), the joys of family, intellectual satisfaction. Enjoyment of happiness, security, creativity, usefulness and inspiration. Moksha: "Liberation." Freedom from rebirth through the ultimate attainment, realization of the Self God, Parasiva. The spiritual attainments and super conscious joys, attending renunciation and yoga leading to Self Realization. Moksha comes through the fulfilment of dharma, artha and Kama in the current or past lives, so that one is no longer attached to worldly joys or sorrows. It is the supreme goal of life, called Para Martha. From all the above Pursuits – Artha has been considered as the important role since ancient time. Here I just want to state that the Money plays an important role in all the eras for the human beings no matter that the discussion is about here the acquiring of Wealth & Prosperity, the fulfilment of all the materialistic needs or to maintain a high position & social status in a society. This fact was very well understood by our Saints and the Devotees at a very early stage and because of this they have gained the powers to regain the money from the various resources in the Universe through their meditations & the devotional powers. By these powers they changed the powers by converting them into the “YANTRA†under the geometrical shapes and combined all the devotional powers as a result of which they were able to fulfil all the desires. In regular course under the devotional world, many of the Yantras are into the existence if any of the individual wants to fulfil any of the desire but as far as the “Money & Wealth†is considered directly or indirectly the people automatically attracts towards the “SHRI YANTRAâ€â€¦and why not????As the Shri Yantra gives the wealth and prosperity forever and which is totally based on the Values and the Shastra…But yes, is wealth gaining enough for anyone???? The answer is – NO… The high qualified Devotees / Saints agreed on the part that wealth is necessary in life but it should be free from all sorts of disputes like the Rivals, Illness and the Court Matters which is known as (Rajya Badha) in astrological language… And for all these, no other is as best as the Lord Bhairav who is the one and only victorious Guard for safety of all your Wealth & Prosperity…No matter the people assumed the Lord Bhairav as the Furious God but very few of them knows the Lord Bhairav is the most Wealth & Blessing giving Lord who also provides – Fearlessness, Prosperity in the form of a “Swarnkarshan Bhairavâ€â€¦.whose worship is in existence between the devotees only from the ancient times…and because of this only this Devotion / Sadhna is in the basic form till date and is secured…This is the good luck for any of the devotee that during his devotional life he gains this divine Sadhna…and the Sadgurudev has never left his students away from any of the Good Luck…He organised one full campaign for the Swarnkarshan Bhairav learning and has unfold all the secrets which are very rare and not easily found anywhere. During this camp he also told that if due to certain reason if an individual is not able to conduct the Sadhna then by establishing the only Swarnkarshan Bhairav Yantra at any of the places whether at – Devotion Room, Worship Room, Business place he can gain all the benefits and uses of this Yantra….At the time of unfolding the secrets of this Yantra the Sadgurudev told that this Yantra is very amazing and the each “Akshar, Varn & the Bindu†of it is as important as the Yantra…In all the four sections of this Yantra – 4 “Panchdashi Yantra†are marked ( In each direction the Panchdashi Yantra is marked accordingly to the four directions as per the Varn counting) which resembles that the devotee will get all the Wealth and Prosperity not only from any one direction but from all the four directions and no hurdle / trouble or no rival can interfere in the main aim of the devotee… In all the four corners, the Beej of the Goddess Lakshmi is marked which provides the eternity to the wealth…Combining all the four corners of above & below – OM mark resembles the completeness, excellence & success and by which the devotee can gain both Wealth & Liberation at a time…. As per the Materialistic view the devotee gains the basic 16 benefits from this which are – Money, Food, Land, Best House, Social Status, Fame, Long life, Eternal name & fame, Mental Piece, Vehicle, Child, Grandchild, Wealth & Success, Good Health, Continuous development, Success & Completeness in life… As per the Spiritualistic view also the devotee gains the basic 16 benefits from this which are – Love, Kindness, Affection, Oneness, Care, Pure Heart, Compassion, Mental Piece, Eternal Meditation, Knowledge, Thinking’s, Kundli Jagran, Spiritual feeling, Intellectual of God, Firmness, Self Control and the gaining of considering all people of one family… These 16 + 16 when get combines are known as 32 KALAYEN…by which the individual is known as a Complete Man fulfilled with all the Values, Ethics & the Principles…In middle of the Yantra lies the Circle (Vratt) and between the circle lies the Square (Varg) and then again Circle resembles the feeling of acquiring of all the Powers of the Universe by compiling them into ourselves… The words marked in this Yantra represent the feeling of visioning of the whole Universe or in the other words it is a process of having the capability of penetrating all the “Chakras†and is capable to gain the Wholeness (Sahastrrar)….From the centre point, the emerging Tridents (Trishul - three-pronged lance bone by Lord Shiva) resembles the protection of the world and by the Self power the feeling of the social welfare is present… In this way, this Yantra is a mean of emerging the inner soul into the God and the acquiring the Universal Powers into oneself…With the use of this, a devotee can turn the sand into the Gold and can be a master of uncountable wealth… For the spontaneous profit or advantage – one need to establish accordingly as per the desire / wish and needs to mediate the Lord Bhairav with either “Saatvikâ€, “Raajsikâ€, & the “Taamsik†way and daily needs pronunciation only 11 times can give effective results… Saatvik Meditation results into – Demolition of sudden death, life line growth & Liberation Raajsik Meditation results into – Fulfilment of religious activities, Wealth & Prosperity success Taamsik Meditation results into – Sick thinking of a rival gets destroyed, Victory over the rivals, Success in the Court matters, Liberation from the evil spirits Similarly, who so ever wants success in their job or in business on regular basis – if they enchant the 5 – 11 times the “Kanak Dhara Stotra†they will be amazed by feeling the extra ordinary results at a very fast rate…The devotees who wants success in the “Parad Vigyan†should do this Sadhna… The matter does not end with just reading the same but this need to be adopt and then visualize…otherwise...there is no option left just to cry on your misfortune by seeing your horoscope…Infect it is more wise to find a solution of a problem rather to curse anyone for the creation of the problem after all it’s your life….Isn’t it???? Thanks & Regards… A.K.Nikhil ****ARIF**** Own a website.Get an unlimited package.Pay next to nothing.* Click here!. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.