Guest guest Posted August 7, 2009 Report Share Posted August 7, 2009 JAI GURU DEV, PARAMA POOJYAAYA VASTHU GUNA, GNANA PRADAAYA NOMO NAMAH. PAARAKA TEL BANANEKA VIDHAN. 1) Vangbhasm(incinerated TIN) 140gms lekar use choone banade 2) 35gms navsaadar se us vang choone ko mardhan kar two mitti ki paatro me rakh kar kapad mitti se band kar 800gms kandhon(cowdung)se put diya gai. 3) Tanda par lekar phir aur ek 35gms navsaadar se us vang choone ko mardhan kar two mitti ki paatro me rakh kar kapad mitti se band kar 800gms kandhon(cowdung)se put diya gai. 4) Uske baad me ek sheeshe(glass bottle ) me lekar us sheeshe ka mukh kapad mitti se bandh kar ghode ke kandhon(horse dung ) ke sat zameen me 12 days tak chupaave ,Wah sheeshe ke under tel nazar lagegi 5) 20gms pashaan (shankhya)ko is tel se mardan kar sheeshe me rakh kar sheeshe ka mukh kapad mitti se bandh kar ghode ke kandhon(horse dung ) ke sat zameen me 12 days tak chupaave,Wah sheeshe ke under pashaan (shankhya) tel nazar lagegi 6) 20gms paara (samskrised) pashaan (shankhya)tel se mardan kar sheeshe me rakh kar sheeshe ka mukh kapad mitti se bandh kar ghode ke kandhon(horse dung ) ke sat zameen me 12 days tak chupaave .wah sheeshe me paara ka tel tayyar rahega. ****************************************** 7) Dosage: 2 Paddy seeds(2 yava pramaann) 8) Sarva vyaadhi,samastha rog naash karegi. 9) Soch samajnese kayi anekrog ka naash keliye anupaan se bhi desakthe hain. 10) Vang(TIN) bhasm ko choona banaalena chahiye. 11) Horse dung fresh hona chahiye aur sheeshe ki neeche(bottom)se upper tak bharna chahiye. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ JAI GURUDEV. B.Chandra sekhar. ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~ Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.