Guest guest Posted August 15, 2009 Report Share Posted August 15, 2009 Dear all, Jai Gurudev, SadGurudev ki kripa se apne sadhna jeevan me bahut se siddhon se mulakat huyee aur unse gyan ki prapti bhi . khushi ki baat ye rahi ki un guru-bhaiyon se mulakat huyee hai jo ki adbhut hain,vinamra hain aur poorna samarpit bhi, jinhone guru agya se un siddhiyon ko hastgat kiya hai jo aprapya hi hain. Khair wo to ek alag hi baat hai aur aage aane wale samay me Sadgurudev ki kripa se jo gyat hua hai us par bhi vivechna dene ka prayas karunga. Yaha par main us sootra ko dena chahta hoon jo dhatu parivartan se sambandhit hai aur mujhe Panjab ke ek varishtha guru bhai ne bataye the unhone ye prayog mere saamne kiye the ye alag baat hai ki main unhe khud aage kabhi nahi kar paya ,par maine apni aankhon se dekha hai. Sahi marg darshan me in prayogon ko karne par safalta mil sakti hai. 1.taambe ke patle part ko garam karke 21 baar chhachh (butter milk) me bujhaaven. Phir kirkira se 3 baar saaf Karen. Haldiya vish ko ko pani me kuchalkar daal den.aur paatra ko agni par rakh kar garam Karen jab us me jhaag uthe to us jhaag ko utaar kar doosre bartan me rakh den. Phir wahi jhaag tamra-patr par laga kar sukha len aue suhaga daal kar use gala le. Suwarna siddh hota hai. Anya prayog agle lekh me……………….. Aapka hi ****ARIF**** See the Web's breaking stories, chosen by people like you. Check out Buzz. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted August 17, 2009 Report Share Posted August 17, 2009 Jai Gurudev, What is kirkira and what is the common name of haldia vish, how to identify and where it is found? Pranay. , ashu bobby <arif_2arif2000 wrote: > > Dear all, >    Jai Gurudev, >  >   SadGurudev ki kripa se apne sadhna jeevan me bahut se siddhon se mulakat huyee aur unse gyan ki prapti bhi . khushi ki baat ye rahi ki un guru-bhaiyon se mulakat huyee hai jo ki adbhut hain,vinamra hain aur poorna samarpit bhi, jinhone guru agya se un siddhiyon ko hastgat kiya hai jo aprapya hi hain. >    Khair wo to ek alag hi baat hai aur aage aane wale samay me Sadgurudev ki kripa se jo gyat hua hai us par bhi vivechna dene ka prayas karunga. >  >   Yaha par main us sootra ko dena chahta hoon jo dhatu parivartan se sambandhit hai aur mujhe Panjab ke ek varishtha  guru bhai ne bataye the unhone ye prayog mere saamne kiye the ye alag baat hai ki main unhe khud aage kabhi nahi kar paya ,par maine apni aankhon se dekha hai. Sahi marg darshan me in prayogon ko karne par safalta mil sakti hai. >  > 1.taambe ke patle part ko garam karke 21 baar chhachh (butter milk) me bujhaaven. Phir kirkira se 3 baar saaf Karen. Haldiya vish ko ko pani me kuchalkar daal den.aur paatra ko agni par rakh kar garam Karen jab us me jhaag uthe to us jhaag ko utaar kar doosre bartan me rakh den. Phir wahi jhaag tamra-patr par laga kar sukha len aue suhaga daal kar use gala le. Suwarna siddh hota hai. >                       Anya prayog agle lekh me……………….. >                                         \                                         \                     Aapka hi > > > >                                       ****\ ARIF**** > > > See the Web & #39;s breaking stories, chosen by people like you. Check out Buzz. http://in.buzz./ > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.