Jump to content
IndiaDivine.org

Mantra Siddhi - Navtartri Anushthan

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

 

 

 

 

Priya Atman,Kal Monday , somvar ko Grahn hai aur mavasya ko kam grahan ata hai. Is din Ap kisibhi Mantra ki sidhhi prapt kar sakte hai. Mala Mantra ko jagrit karna padta hai. Koi Gyani Guru se Kurma Chakra pe adhar pe mantra dixa le leve aur Grahan Kal me vidhi Vidhan se uska jap kare to avashya hi mantra siddhi prapt hogi. mantar Kya Hai? kaise sidhha kiya jay ? mantara kis mala se , kis asan par , kaun si disha me baith kar karna chahiye ? Aur Kis tarah mala suddhi , asan suddhi karni chahiye ? Apko Shiv , Shaki ya kiski upashna karni jaldi fal ki prapti de sakti hai ? Ye sab bato ke liye mantra Rahashya Jaroor se padhiyega. Ha.. mai apko sbhi mantr ki dixa nahi de sakta magar Jo koi Navratri parva me SATVIK Devi sadhna Karna chahta hai aur yadi vas poorna roopse Dridh Sankalp ke sath Naushthan

karna chahta hai to kal Grahan mox ke bad mera sampark Kar sakta hai. Mere aur groups se bhi Kafi log muze sampark karenge to App muze yaha diye gaye mobile par hi sampark kare. Apke liye kaunsa shakti mantra manokamna / ichha purti ke liye thik rahega us ka adhar apka chandra kaun si rashi me hai us par nirbhar karta hail Brahma , Vishnu aur Mahesh jis tarah Rajas , Satva aur Tamas Gun ke adhikari hai ( Kramanusar ) Isi tarah , Maha Saraswati, Mahalaxmi ( Vaishnavi ) aur Mahakali ( Raudra swaroopa ) ki sadhna ki ja sakti Hai. Uske sath Durga Saptashati ka path ( cassette se bhi sun sakte Ho) Upyukta Guna anusar Adyaya 1 ( Mahakali) Adyaya 2,3,4 ( Madhya Charitra - mahalakhsmi ) aur Rest Adhyaya Maha saraswati ki upasna ke sath padhne ka

vidhan hai. Mesh se Min rashi ( Moon based and not sion ) tak ke liye alg alag mantra hote hai. Ap Is navratri me anushthan kare to Apki SARVA MANOKAMANA AVASHYA HI POORI HO JAYEGI) Mata sada Dayalu hoti hai aur vah Hum Sabhi Putroki Prarthna sada soon ne ko tatpar hoti hai. Rat dash se 11.00 ( 0-11.00 P.M. Naha Dho Kar washed clothes pahan kar kropya phon kare. You must know your moon rashi.Jai devi Tripurbhairavi.

 

 

 

India Matrimony: Find your partner now.

India Matrimony: Find your partner now.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...