Jump to content
IndiaDivine.org

Lessons of life

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Dear Bhaskar ji, That is the best mail - I read on this group today. It was beautiful! Thanks. This is what makes you a class apart from others! One need to be blessed to write like that! Love and hugs,Sreenadh> --- On Thu, 9/7/09, Bhaskar bhaskar_jyotish wrote:> > > Bhaskar bhaskar_jyotish Re: what lagna should be taken for prediction if lagna of 00:01 degree> > Thursday, 9 July, 2009, 6:48 PM> > Pyaare Doston,> > Raja ki tarah jindagi jiyo. Raja sirf woh nahin hota jiske paas rajya> ho. Now these terms have got different meanings in Kalyuga. raja woh> hota hai joh har haal mein mast hota hai. Nidar hota hai. Koi paap nahin> kiya toh Bhaiyya dar kahe ka. Raja woh hota hai jiske jeb mein sirf 50> Rupye ho tab bhi muskuraate hue aapse milta hai. Jindagi mein takleef> kise nahin. Kisiki bimaari hai ghar mein, kisike kharche poore nahin> hote, kisiki patni hamesha kadwa bolti hai aur jahar ugalti hai. Toh Kya> hua ? Hamaara Bhagwaan jabhi khush hota hai, jab hum yeh sab takleefon> ke bavjood sacchidanda roop mein jeete hai. Hamesha cheerful najar aathe> hai. Gussa karo, par turant shaant hona bhi seekho. Pyaar karo par> detachment se jeena bhi seekho. Tapasya karo par duniyadaari bhi jaano.> Bhagwaan ko maano par apne astitva ko bhi jaano.> > Dear freinds try to remain happy always in whatever paristhiti we may> be, because good or bad, we have invited this paristhiti towards us, and> now no use complaining, grumbling, crying, fidgeting like Meena Kumari> of Guru datta.> > Tum dukhi trahoge toh kisiko parwah nahin. Tumhaari biwi toh so jayeegi> jab usko neend nahin aayegi. Par tum khush rahoge, tab kisiko far padta> hai. Kisko ? Tumhaare Bhagwaan ko , jiski tum Pooja karte ho. isliye> Doston har haal mein khushi se jeena seekho.> > Bhai log, this mail if it is not for you, then please ignore it, this is> for me, I will read it again, for my own self.> > Bhaskar.> > ancient_indian_ astrology, "Bhaskar"> <bhaskar_jyotish@ ...> wrote:> >> >> > Pyaare Doston,> >> > Jindagi dene ka naam hai. Kuch lekar nahin aye hain, kuch lekar nahin> > jaayenge. Joh yahan par dekar jaoge wahi tumhaara aasra bankar uppar> > tumhaari madad karega. Yeh sab rishtedar bhai, bahen, biwi, bacche,> maa,> > baap, tumhaari lover, jab tum lakdi par rakh diye jaoge tab koi bhi> inme> > se kood kar tumhaare saath lakdi par nahin jalega tumhaare saath mein.> > Kabhi suna hai ? Kabhi padha hai kisiko saath mein lakdi par jalte hue> ?> > yeh pyaar vyaar sab bakwaas hai. Pyaar matlab insaaniyat , aur kuch> > nahin. Pyaar sab ke liye ho, wahi asli pyaar hai. Doosre ka fayda ho,> > yahi saaf niyaat hai. Kisi ka bhala ho, yahi asli iccha hai. Baaki sab> > bakwaas hai.> >> > Tum beshaara ho toh, kisi ka sahaara bano.> >> > Tumko apne aap hi sahaara mil jayega.> >> > Doobte hue mussafir ko kashti paar kara do,> >> > Tumko apne aap hi kinaara mil jayeega.> >> > With Love,> >> > Bhaskar.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Dear Sreenadh ji,

 

Thanks for liking this.

 

Love and hugs,

 

Bhaskar.

 

 

 

 

, " Sreenadh "

<sreesog wrote:

>

> Dear Bhaskar ji,

> That is the best mail - I read on this group today. It was beautiful!

> Thanks. [:)] This is what makes you a class apart from others! One

> need to be blessed to write like that!

> Love and hugs,

> Sreenadh

>

> > --- On Thu, 9/7/09, Bhaskar bhaskar_jyotish@ wrote:

> >

> >

> > Bhaskar bhaskar_jyotish@

> > Re: what lagna should be taken

for

> prediction if lagna of 00:01 degree

> >

> > Thursday, 9 July, 2009, 6:48 PM

> >

> > Pyaare Doston,

> >

> > Raja ki tarah jindagi jiyo. Raja sirf woh nahin hota jiske paas

rajya

> > ho. Now these terms have got different meanings in Kalyuga. raja woh

> > hota hai joh har haal mein mast hota hai. Nidar hota hai. Koi paap

> nahin

> > kiya toh Bhaiyya dar kahe ka. Raja woh hota hai jiske jeb mein sirf

50

> > Rupye ho tab bhi muskuraate hue aapse milta hai. Jindagi mein

takleef

> > kise nahin. Kisiki bimaari hai ghar mein, kisike kharche poore nahin

> > hote, kisiki patni hamesha kadwa bolti hai aur jahar ugalti hai. Toh

> Kya

> > hua ? Hamaara Bhagwaan jabhi khush hota hai, jab hum yeh sab

takleefon

> > ke bavjood sacchidanda roop mein jeete hai. Hamesha cheerful najar

> aathe

> > hai. Gussa karo, par turant shaant hona bhi seekho. Pyaar karo par

> > detachment se jeena bhi seekho. Tapasya karo par duniyadaari bhi

> jaano.

> > Bhagwaan ko maano par apne astitva ko bhi jaano.

> >

> > Dear freinds try to remain happy always in whatever paristhiti we

may

> > be, because good or bad, we have invited this paristhiti towards us,

> and

> > now no use complaining, grumbling, crying, fidgeting like Meena

Kumari

> > of Guru datta.

> >

> > Tum dukhi trahoge toh kisiko parwah nahin. Tumhaari biwi toh so

> jayeegi

> > jab usko neend nahin aayegi. Par tum khush rahoge, tab kisiko far

> padta

> > hai. Kisko ? Tumhaare Bhagwaan ko , jiski tum Pooja karte ho. isliye

> > Doston har haal mein khushi se jeena seekho.

> >

> > Bhai log, this mail if it is not for you, then please ignore it,

this

> is

> > for me, I will read it again, for my own self.

> >

> > Bhaskar.

> >

> > ancient_indian_ astrology, " Bhaskar "

> > <bhaskar_jyotish@ ...> wrote:

> > >

> > >

> > > Pyaare Doston,

> > >

> > > Jindagi dene ka naam hai. Kuch lekar nahin aye hain, kuch lekar

> nahin

> > > jaayenge. Joh yahan par dekar jaoge wahi tumhaara aasra bankar

uppar

> > > tumhaari madad karega. Yeh sab rishtedar bhai, bahen, biwi,

bacche,

> > maa,

> > > baap, tumhaari lover, jab tum lakdi par rakh diye jaoge tab koi

bhi

> > inme

> > > se kood kar tumhaare saath lakdi par nahin jalega tumhaare saath

> mein.

> > > Kabhi suna hai ? Kabhi padha hai kisiko saath mein lakdi par jalte

> hue

> > ?

> > > yeh pyaar vyaar sab bakwaas hai. Pyaar matlab insaaniyat , aur

kuch

> > > nahin. Pyaar sab ke liye ho, wahi asli pyaar hai. Doosre ka fayda

> ho,

> > > yahi saaf niyaat hai. Kisi ka bhala ho, yahi asli iccha hai. Baaki

> sab

> > > bakwaas hai.

> > >

> > > Tum beshaara ho toh, kisi ka sahaara bano.

> > >

> > > Tumko apne aap hi sahaara mil jayega.

> > >

> > > Doobte hue mussafir ko kashti paar kara do,

> > >

> > > Tumko apne aap hi kinaara mil jayeega.

> > >

> > > With Love,

> > >

> > > Bhaskar.

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...