Jump to content
IndiaDivine.org

] Lessons of life 19 7 09

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

pls translate all hindi words to english it seems very nice  , enable me to

understand and enjoy

 

with regards

 

sairaman

 

sairaman

--- On Mon, 13/7/09, Sreenadh <sreesog wrote:

 

Sreenadh <sreesog

Re: Lessons of life

 

Monday, 13 July, 2009, 2:13 AM

 

 

Dear Bhaskar ji,

  That is the best mail - I read on this group today. It was beautiful! Thanks.

This is what makes you a class apart from others! One need to be blessed to

write like that!

Love and hugs,

Sreenadh

 

> --- On Thu, 9/7/09, Bhaskar bhaskar_jyotish@ ... wrote:

>

>

> Bhaskar bhaskar_jyotish@ ...

> [ancient_indian_ astrology] Re: what lagna should be taken for

prediction if lagna of 00:01 degree

> ancient_indian_ astrology

> Thursday, 9 July, 2009, 6:48 PM

>

> Pyaare Doston,

>

> Raja ki tarah jindagi jiyo. Raja sirf woh nahin hota jiske paas rajya

> ho. Now these terms have got different meanings in Kalyuga. raja woh

> hota hai joh har haal mein mast hota hai. Nidar hota hai. Koi paap nahin

> kiya toh Bhaiyya dar kahe ka. Raja woh hota hai jiske jeb mein sirf 50

> Rupye ho tab bhi muskuraate hue aapse milta hai. Jindagi mein takleef

> kise nahin. Kisiki bimaari hai ghar mein, kisike kharche poore nahin

> hote, kisiki patni hamesha kadwa bolti hai aur jahar ugalti hai. Toh Kya

> hua ? Hamaara Bhagwaan jabhi khush hota hai, jab hum yeh sab takleefon

> ke bavjood sacchidanda roop mein jeete hai. Hamesha cheerful najar aathe

> hai. Gussa karo, par turant shaant hona bhi seekho. Pyaar karo par

> detachment se jeena bhi seekho. Tapasya karo par duniyadaari bhi jaano.

> Bhagwaan ko maano par apne astitva ko bhi jaano.

>

> Dear freinds try to remain happy always in whatever paristhiti we may

> be, because good or bad, we have invited this paristhiti towards us, and

> now no use complaining, grumbling, crying, fidgeting like Meena Kumari

> of Guru datta.

>

> Tum dukhi trahoge toh kisiko parwah nahin. Tumhaari biwi toh so jayeegi

> jab usko neend nahin aayegi. Par tum khush rahoge, tab kisiko far padta

> hai. Kisko ? Tumhaare Bhagwaan ko , jiski tum Pooja karte ho. isliye

> Doston har haal mein khushi se jeena seekho.

>

> Bhai log, this mail if it is not for you, then please ignore it, this is

> for me, I will read it again, for my own self.

>

> Bhaskar.

>

> ancient_indian_ astrology, " Bhaskar "

> <bhaskar_jyotish@ ...> wrote:

> >

> >

> > Pyaare Doston,

> >

> > Jindagi dene ka naam hai. Kuch lekar nahin aye hain, kuch lekar nahin

> > jaayenge. Joh yahan par dekar jaoge wahi tumhaara aasra bankar uppar

> > tumhaari madad karega. Yeh sab rishtedar bhai, bahen, biwi, bacche,

> maa,

> > baap, tumhaari lover, jab tum lakdi par rakh diye jaoge tab koi bhi

> inme

> > se kood kar tumhaare saath lakdi par nahin jalega tumhaare saath mein.

> > Kabhi suna hai ? Kabhi padha hai kisiko saath mein lakdi par jalte hue

> ?

> > yeh pyaar vyaar sab bakwaas hai. Pyaar matlab insaaniyat , aur kuch

> > nahin. Pyaar sab ke liye ho, wahi asli pyaar hai. Doosre ka fayda ho,

> > yahi saaf niyaat hai. Kisi ka bhala ho, yahi asli iccha hai. Baaki sab

> > bakwaas hai.

> >

> > Tum beshaara ho toh, kisi ka sahaara bano.

> >

> > Tumko apne aap hi sahaara mil jayega.

> >

> > Doobte hue mussafir ko kashti paar kara do,

> >

> > Tumko apne aap hi kinaara mil jayeega.

> >

> > With Love,

> >

> > Bhaskar.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

recommends that you upgrade to the new and safer Internet Explorer

8. http://downloads./in/internetexplorer/

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...