Jump to content
IndiaDivine.org

SUN, MER, VEN, MAR KI YUTI

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Aadarniye Varun Ji,

Sadar Pranam,

surya,budh, shukar, mangal ki yuti ka

lal kitab me jikar nahi aata ya phir mere ko kahi nahi dikhaye

diya.mere ko ek doubt hai wo is tarah (suraj budh shukar kahi b kundli

me ikathe ho chander us samay 9th house me ho to shadi ke din se

chander ke mande phal milne shuru ho jaye ge)ye baat to hui suraj budh

shukar ki , agar inke saath mangal b ho yani suraj+ budh+ shukar+mangal

kundli me ikathe ho aur chandar us samay 9th house me ho to

kya is codition me b moongi sabut daal ka upay shadi ke samay karwaya

ja sakta hai. kripya is doubt ko clear karne ka pratayan kare.

 

dhanyawad

 

Kunwar Vishal

Link to comment
Share on other sites

Respected Vishal ji,

With sun + merc + venus the necessity of the upaya arose because:

" ab budh ka khali chakkar sooraj ki madad lekar shukra ko barbad karega" [ 1952 urdu ed ; page 923 ]

Therefore the purpose of the upaya is to save Venus.

Now let us see if the situation changes if Mars joins the combination. To my mind it doesn't change. Mercury would still be capable of doing the harm. Mars being neutral to Venus [ not friendly] would not come to its help.

That being so, the upaya of immersing sabut moong in a copper ghara might still have to be done.

Regards,

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

, "vishalastrologer" <vishalastrologer wrote:>> Aadarniye Varun Ji,> Sadar Pranam,> surya,budh, shukar, mangal ki yuti ka> lal kitab me jikar nahi aata ya phir mere ko kahi nahi dikhaye> diya.mere ko ek doubt hai wo is tarah (suraj budh shukar kahi b kundli> me ikathe ho chander us samay 9th house me ho to shadi ke din se> chander ke mande phal milne shuru ho jaye ge)ye baat to hui suraj budh> shukar ki , agar inke saath mangal b ho yani suraj+ budh+ shukar+mangal> kundli me ikathe ho aur chandar us samay 9th house me ho to> kya is codition me b moongi sabut daal ka upay shadi ke samay karwaya> ja sakta hai. kripya is doubt ko clear karne ka pratayan kare.> > dhanyawad> > Kunwar Vishal>

Link to comment
Share on other sites

Respected Varun ji,

 

mai aap ke jwab se santusht hu.jis

tarah se aap hum logon ke doubt door karte hai aur lal kitab ko sahi

dhang se samjhate hai un logon ke liye prerna srot hai jo apne thode se

gyan se b apne ko vidwaan maan kar doosron par apne gyani hone ka rob

dalte hai aur gyan ko chhupa kar rakhte hai.meri prmatma se prthrna hai

ki aap ko aur jyada sukh smridhi aur gyan mile aur aap ki sab ichhain

puri ho.many many thanx

 

Kunwar Vishal

, " varun_trvd "

<varun_trvd wrote:

>

>

> Respected Vishal ji,

>

> With sun + merc + venus the necessity of the upaya arose because:

>

> " ab budh ka khali chakkar sooraj ki madad lekar shukra ko barbad

> karega " [ 1952 urdu ed ; page 923 ]

>

> Therefore the purpose of the upaya is to save Venus.

>

> Now let us see if the situation changes if Mars joins the combination.

> To my mind it doesn't change. Mercury would still be capable of doing

> the harm. Mars being neutral to Venus [ not friendly] would not come

to

> its help.

>

> That being so, the upaya of immersing sabut moong in a copper ghara

> might still have to be done.

>

> Regards,

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

>

>

>

>

, " vishalastrologer "

> vishalastrologer@ wrote:

> >

> > Aadarniye Varun Ji,

> > Sadar Pranam,

> > surya,budh, shukar, mangal ki yuti ka

> > lal kitab me jikar nahi aata ya phir mere ko kahi nahi dikhaye

> > diya.mere ko ek doubt hai wo is tarah (suraj budh shukar kahi b

kundli

> > me ikathe ho chander us samay 9th house me ho to shadi ke din se

> > chander ke mande phal milne shuru ho jaye ge)ye baat to hui suraj

budh

> > shukar ki , agar inke saath mangal b ho yani suraj+ budh+

> shukar+mangal

> > kundli me ikathe ho aur chandar us samay 9th house me ho to

> > kya is codition me b moongi sabut daal ka upay shadi ke samay

karwaya

> > ja sakta hai. kripya is doubt ko clear karne ka pratayan kare.

> >

> > dhanyawad

> >

> > Kunwar Vishal

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Vishal Jee,

Namaskar,

Vishal jee aap kee pehle wali mail ke hisab se jaisa ki aapne likha thaa ki aap vidhayrthi hain (mein bhee abhi tak vidhayrthi hee hoon, aap sab se kuchh na kuchh seekh rahan hoon)iss liye aapke liye tatha jo abhi abhi LAL KITAB ke baare mein kuchh jagyasa rakhte hain unnke liye likh raha hoon ki LAL KITAB kya hai yeh jaan lein........LIKHAT JAB VIDHATA KISI KEE HO SHAQEE,UPAY MAMOOLI BATA DETI HAI.

Aap ne jo yuti likhi hai usko kahin mat dekhiye pehle to yeh dekhiye ki yeh yuti kis ghar mein hai, fir ek ek grah ka phal pade ki uss grah ka (jis khana mein yeh yuti hai)uss khana mein kya phal milta hai ya kya upay hai, fir koi 2 grah ki yuti pade jaise ki shukar+budh,shukar+suraj,suraj+budh,suraj+mangal har 2 grah ki yuti bana kar pade, fir 3 grah ki yuti bana kar pade fir 4 grah ki yuti bana kar pade fir kis ka kya upay karna hai yeh aap jatak ki problem dekh ,sunn samajh kar karwa deve to avash hee jatak ko fayda hoga. , "vishalastrologer" <vishalastrologer wrote:>> Aadarniye Varun Ji,> Sadar Pranam,> surya,budh, shukar, mangal ki yuti ka> lal kitab me jikar nahi aata ya phir mere ko kahi nahi dikhaye> diya.mere ko ek doubt hai wo is tarah (suraj budh shukar kahi b kundli> me ikathe ho chander us samay 9th house me ho to shadi ke din se> chander ke mande phal milne shuru ho jaye ge)ye baat to hui suraj budh> shukar ki , agar inke saath mangal b ho yani suraj+ budh+ shukar+mangal> kundli me ikathe ho aur chandar us samay 9th house me ho to> kya is codition me b moongi sabut daal ka upay shadi ke samay karwaya> ja sakta hai. kripya is doubt ko clear karne ka pratayan kare.> > dhanyawad> > Kunwar Vishal>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...