Guest guest Posted April 1, 2009 Report Share Posted April 1, 2009 Respected Bhooshan Priya ji Aapne Lalkitab ke upayo ko samjhane ke liye jo articles likhe hai vo bahut prabhavshali hai , or aapne jo un remedies ka logic bataya hai vo bhi kafi gyan badane wala or lalkitab ko samjhane mein madadgar hai . mein aapke har article ka bahut besabri se intazar karta hoon ki kuch naya seekhne ko miley . Aapney kuch logo ko remedies suggest ki jinki machinery kharab rahti hai jaise Badan Chowhare factory mein rakhna etc , Gadi kharab rehti ho to bhi Badam chowhare ko dash board mein rakhna , Ghar ke Bahar Mustard oil ke drops dalna , Lock lekar chorahe mein fekna etc. aapne in vishayo per lekh nahi likhe hai maine files section check kiye hai . kripya in vishayo per likh kar file section mein upload kar dijiye taki jigyasay shant ho sakey . shukriya With Very best regards Renab singh Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted April 1, 2009 Report Share Posted April 1, 2009 Dear Renab ji, Most of the upaya you have mentioned are traditional folk remedies which, through my experience, I have found quite effective. Unlike Lal Kitab remedies, these folk remedies can not be assigned a logic. However, as and when I decipher some of them I would definitely share it with every one through articles. Sincerely, Bhooshan Priya , " renabsingh " <renabsingh wrote: > > Respected Bhooshan Priya ji > Aapne Lalkitab ke upayo ko samjhane ke liye jo articles likhe hai vo bahut prabhavshali hai , or aapne jo un remedies ka logic bataya hai vo bhi kafi gyan badane wala or lalkitab ko samjhane mein madadgar hai . mein aapke har article ka bahut besabri se intazar karta hoon ki kuch naya seekhne ko miley . > Aapney kuch logo ko remedies suggest ki jinki machinery kharab rahti hai jaise Badan Chowhare factory mein rakhna etc , Gadi kharab rehti ho to bhi Badam chowhare ko dash board mein rakhna , Ghar ke Bahar Mustard oil ke drops dalna , Lock lekar chorahe mein fekna etc. aapne in vishayo per lekh nahi likhe hai maine files section check kiye hai . kripya in vishayo per likh kar file section mein upload kar dijiye taki jigyasay shant ho sakey . shukriya > > With Very best regards > Renab singh > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.