Jump to content
IndiaDivine.org

chander khana no. 5

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Res Rakesh Ji

 

Aapka yah likhna - " Lal kitab ke anusaar chander no. paanch wale jaatak ko

bhalai ke kaamo ka natija theek nahi milta " theek nahi hai.lalkitab main aisa

nahi likha hai.Kyonki khana 5 se sooraj aur guru ka talluq hai ,yah dono insaan

ke yash aur maan samman se bhi talluq rakhtey hain, isliye agar kisi karan se

chander mandaa ho jaaye ya kar liyaa jaaye to insaan bhalaa kartey huve bhi

apyash hee prapt ho saktaa hai.Lekin apne aap main yahaan par chander ekdum

buraa nahi kahaa ja saktaa

Lalkitab main mandey chander ke liye likha hai ki Buraa bolnaa museebat ki

nishani aur burey bol ki nishani budh ki mandi cheezon ke aane ki pehchaan

hogi.Iske alawa yah bhi likhaa hai ki agar khudgarz ,laalachi huaa to bhi khana

5 ka chander mandaa ho saktaa hai

Mere khyaal se agar aap chander 5 ko dhyaan se reading lain to aap poora matlab

samajh jayengey.

 

With Regards

 

Pt.Lalkitabee

 

V.shukla

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " rakesh_771119 " <rakesh_771119

wrote:

>

> Respected Vipin Shukla Ji,

>

> Namaskar,

>

> Lal kitab ke anusaar chander no. paanch wale jaatak ko bhalai ke kaamo ka

natija theek nahi milta jabke khana no. 5 Suraj ka pakka ghar hai aur Guru ka

karak ghar hai aur yeh dono greh chander ke dost hein phir bhi kyon chander

paanch wala kadwe bol bolne par majboor ho jata hai.Kripya meri shanka ka

nivaran karne ka kasht krein .AAp ki bahut meharbani hogi.

>

> Dhanyawad sahit aap ka sewak,

>

> Rakesh Kumar

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected Sh.Vipin Shukla Ji,

 

Namaskar,

 

Chander khana no.-5 ke bare mein aap ji ne bahut vistar se samjhaya hai us ke

liye aap ka bahut bahut dhanyawad.Mene ek jgah padha hai ke ese chander ko abadi

ke andar ka dariya kaha gaya hai jis mein abadi ke grahsthi log apni zaroorat

pura kar ke kachra fenkte rehte hain,Phir taalim par lagaya paisa bhi puri kimat

nahi deta.Ek bat aur likhi hai ke ainsa aadmi aam logon ka bhala karega to bhi

doosre uska bhla nahi karenge.us ki taaleem bhi us ke liye nirarthak hi rahegi

yeh sab negative kyon ? Kripya is shanka ka smadhan zaroor kijiyega.

 

Dhanyawad sahit aap ka shubhchintak,

 

Rakesh Kumar

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Res Rakesh ji

Jab aap yahaan tak pahunch hee gaye hain to ek baar apni nazar -e- saani,jis

ghar main chander baithaa hai uske malikaanaa juzb par bhi kar lain ,saari

kahaani apne aap samajh main aa jaayegi.

With regards

Pt. Lalkitabee

V.Shukla

Mb.-9812020001

, " rakesh_771119 " <rakesh_771119

wrote:

>

>

> Respected Sh.Vipin Shukla Ji,

>

> Namaskar,

>

> Chander khana no.-5 ke bare mein aap ji ne bahut vistar se samjhaya hai us ke

liye aap ka bahut bahut dhanyawad.Mene ek jgah padha hai ke ese chander ko abadi

ke andar ka dariya kaha gaya hai jis mein abadi ke grahsthi log apni zaroorat

pura kar ke kachra fenkte rehte hain,Phir taalim par lagaya paisa bhi puri kimat

nahi deta.Ek bat aur likhi hai ke ainsa aadmi aam logon ka bhala karega to bhi

doosre uska bhla nahi karenge.us ki taaleem bhi us ke liye nirarthak hi rahegi

yeh sab negative kyon ? Kripya is shanka ka smadhan zaroor kijiyega.

>

> Dhanyawad sahit aap ka shubhchintak,

>

> Rakesh Kumar

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...