Jump to content
IndiaDivine.org

guru,surya,shukra, mangal

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Sirs

 

is yog ke liye Arun sanhita mein kaha gaya hai ki teen sher ikatthe hote huye

bhi ek gai par hamala na kar sakege ya teen sheron ke beech ajane wali gai

sukhiya hogi. to bhala aiasa kyon? Teen sheron se ghiree gai sukhiya kaise

rahegi? adar sahit, Anand

Link to comment
Share on other sites

Respected Anand ji,

 

" teen nar grah ya teen sheron ke darmiyan mein shukra gaay ki tarah aisa gyani tyagi aur buland iqbal jis ke saaye mein teen sher ikatthe hote huye bhi ek gaay par hamala na karen ya teen sheron ke darmiyan ajane wali gau bhi sukhiya rahe"

 

[ page 939; 1952 urdu edition]

 

mere vichar se aisa result shayad do wajahon se ho sakata hai:

 

[a] brahaspati aur surya milkar masnuyee chandra bante hain. shukra aur mangal milkar bhi khali chandra banate hai. is tarah is yog ka prabhav kul milakar chandra ka hi hua.

 

brahaspati aur surya dono mein ek ansha shukra hai, is liye shayad yeh dono grah shukra ko nuksan na karen. mangal aur shukra dono paraspar sam bhav rakhte hain is liye shukra ko mangal se bhi koi nuksan nahin honewala.

Regards,

Varun Trivedi

, "anand_jotish" <anand_jotish wrote:>> Sirs> > is yog ke liye Arun sanhita mein kaha gaya hai ki teen sher ikatthe hote huye bhi ek gai par hamala na kar sakege ya teen sheron ke beech ajane wali gai sukhiya hogi. to bhala aiasa kyon? Teen sheron se ghiree gai sukhiya kaise rahegi? adar sahit, Anand>

Link to comment
Share on other sites

sir Varun ji,

 

Thanking you,

 

Anand

 

, " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>

>

> Respected Anand ji,

>

>

>

> " teen nar grah ya teen sheron ke darmiyan mein shukra gaay ki tarah

> aisa gyani tyagi aur buland iqbal jis ke saaye mein teen sher ikatthe

> hote huye bhi ek gaay par hamala na karen ya teen sheron ke darmiyan

> ajane wali gau bhi sukhiya rahe "

>

>

>

> [ page 939; 1952 urdu edition]

>

>

>

> mere vichar se aisa result shayad do wajahon se ho sakata hai:

>

>

>

> [a] brahaspati aur surya milkar masnuyee chandra bante hain. shukra aur

> mangal milkar bhi khali chandra banate hai. is tarah is yog ka prabhav

> kul milakar chandra ka hi hua.

>

>

>

> brahaspati aur surya dono mein ek ansha shukra hai, is liye shayad

> yeh dono grah shukra ko nuksan na karen. mangal aur shukra dono paraspar

> sam bhav rakhte hain is liye shukra ko mangal se bhi koi nuksan nahin

> honewala.

>

>

>

> Regards,

>

>

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

, " anand_jotish "

> <anand_jotish@> wrote:

> >

> > Sirs

> >

> > is yog ke liye Arun sanhita mein kaha gaya hai ki teen sher ikatthe

> hote huye bhi ek gai par hamala na kar sakege ya teen sheron ke beech

> ajane wali gai sukhiya hogi. to bhala aiasa kyon? Teen sheron se ghiree

> gai sukhiya kaise rahegi? adar sahit, Anand

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...