Jump to content
IndiaDivine.org

Rahasay abhi kuchh aur bhi hain

Rate this topic

Guest guest

Recommended Posts

Respected members,

lal kitab jo nishaniya batati hai,uske baare me hum sab jante

hai.magar isi vyakaran ko adhaar bana kar wo baat b batayi ja sakti hai jo ki

lal kitab me nahi batayi gayi.mere ek uncle hai jinke rihtedaar simla me rehte

hai.dec 1999 ki baat hai wo apne bete ki patri lekar simla gaye.jis me kewal

lagan chart aur dasa chart tha.jis person ko patri dikhani thi wo proffessional

pundit nahi hai.magar kisi sarkari department me chhoti se post per tha.us

vyakti ne patri dekhte hi teen baten batayi .

1-factory ya kaamkaj shamshan ke paas hona chahiye(lal kitab me hai)

2-father ko heart ki trouble honi chahiye(lal kitab me pita ya dade ko saans ki

problem,yeh jikar aata hai)

3-sister ka gold gum hona chahiye(patri dikhane se 7-8 mahine pehle gum hua

tha(lal kitab me sona gum hone ka jikar hai magar behan ka sona gum hone ki nahi

pita ko abi heart ki trouble hui hi thi.unke heart ka walve me problem thi.unse

poochha gya kya pita ka heat operate hoga .unka jwaab tha tha, nahi hoga.aaj tak

2009 dec tak to operation nahi hua.jo unhone tisri baat batayi ki BEHAN KA SONA

GUM HOGA wo kaise batayi .definately wo pundit lal kitab ke sidhanton ka achcha

jaankar tha.magar lal kitab me doondne par b BEAHAN KA SONA GUM HONE BAAT NAHI

AATI.PITA KO HI HEART KI HEART KI TROUBLE BATAYI.mere man me utsukta hui ki us

pudit ji se baat ki jaye.kisi tarah unka number liya.unhone mlne ke liye 3

mahine baad phone karne ko kaha.yeh baat pichchle saal ki hai.magar 3-4 minute

ki baat me unhone jo bataya wo vishwaas ke kabil nahi tha.wo yeh ki maine unsee

poochcha aap kaun se jyotish ki technique aapnate hai.unka jwaab PARASHRI

JYOTISH,NADI ,JAMINI,KP.magar lal kitab ka naam b nahi liya.jab ki mai janta hu

ki yeh baate lal kitab se hi batayi gayi hai.

jisne khoj ki hai wo gyan bantna nahi chahta.magar

VARUN JI AAP SE REQUEST HAI KI HUM SABI GROUP MEMBERS ISKO DIDCUSS KAR KE JAROOR

KUCHCH RAHASYA JAAN SAKTE HAI.MAI AGLI POST ME US PERSON KI DATE OF BIRTH KO

MENTION KARUGA.YADI VARUN JI KI PERMISSION HO .

Regards

Kunwar Vishal

Link to comment
Share on other sites

Respected Vishal ji,

You are most welcome to post the birth details of the person.

This group belongs to every one, and we share publically what ever little we

know. Entire knowledge of the group is in public domain in the form of over 260

articles in the file section.

This group was started to break the monopoly of a handful of people who wanted

to keep the knowledge of the Lal Kitab to themselves.

The moto of this group is 'Qot rami tot arbores' jitni shakhayen utne hi ped,har

shakha utni hi shashakta jita ki ped swayam; each branch is a tree in itself.

Aap ka group hai, jo bhi man mein sawal uthe aap yahan likh sakte hain | aap ke

har prashna ka swagat hai |

Aadar sahit,

Varun Trivedi

, " vishalastrologer "

<vishalastrologer wrote:

>

> Respected members,

>

>

> lal kitab jo nishaniya batati hai,uske baare me hum sab

jante hai.magar isi vyakaran ko adhaar bana kar wo baat b batayi ja sakti hai jo

ki lal kitab me nahi batayi gayi.mere ek uncle hai jinke rihtedaar simla me

rehte hai.dec 1999 ki baat hai wo apne bete ki patri lekar simla gaye.jis me

kewal lagan chart aur dasa chart tha.jis person ko patri dikhani thi wo

proffessional pundit nahi hai.magar kisi sarkari department me chhoti se post

per tha.us vyakti ne patri dekhte hi teen baten batayi .

>

> 1-factory ya kaamkaj shamshan ke paas hona chahiye(lal kitab me hai)

>

> 2-father ko heart ki trouble honi chahiye(lal kitab me pita ya dade ko saans

ki problem,yeh jikar aata hai)

>

> 3-sister ka gold gum hona chahiye(patri dikhane se 7-8 mahine pehle gum hua

tha(lal kitab me sona gum hone ka jikar hai magar behan ka sona gum hone ki nahi

>

> pita ko abi heart ki trouble hui hi thi.unke heart ka walve me problem

thi.unse poochha gya kya pita ka heat operate hoga .unka jwaab tha tha, nahi

hoga.aaj tak 2009 dec tak to operation nahi hua.jo unhone tisri baat batayi ki

BEHAN KA SONA GUM HOGA wo kaise batayi .definately wo pundit lal kitab ke

sidhanton ka achcha jaankar tha.magar lal kitab me doondne par b BEAHAN KA SONA

GUM HONE BAAT NAHI AATI.PITA KO HI HEART KI HEART KI TROUBLE BATAYI.mere man me

utsukta hui ki us pudit ji se baat ki jaye.kisi tarah unka number liya.unhone

mlne ke liye 3 mahine baad phone karne ko kaha.yeh baat pichchle saal ki

hai.magar 3-4 minute ki baat me unhone jo bataya wo vishwaas ke kabil nahi

tha.wo yeh ki maine unsee poochcha aap kaun se jyotish ki technique aapnate

hai.unka jwaab PARASHRI JYOTISH,NADI ,JAMINI,KP.magar lal kitab ka naam b nahi

liya.jab ki mai janta hu ki yeh baate lal kitab se hi batayi gayi hai.

>

> jisne khoj ki hai wo gyan bantna nahi chahta.magar

>

>

> VARUN JI AAP SE REQUEST HAI KI HUM SABI GROUP MEMBERS ISKO DIDCUSS KAR KE

JAROOR KUCHCH RAHASYA JAAN SAKTE HAI.MAI AGLI POST ME US PERSON KI DATE OF BIRTH

KO MENTION KARUGA.YADI VARUN JI KI PERMISSION HO .

>

> Regards

>

>

> Kunwar Vishal

>

Link to comment
Share on other sites

Vishal ji;

pita ko heart attack; this line is written in 1952 edition in one of conditions;

i will try to find the exact location.

Regards

Kulbir

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...