Jump to content
IndiaDivine.org

Rahasya ..contradictory statement ; kunwar vishal

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Vishal ji; aapki yeh baat ''DO BAAR SAHI SAMAY TO BAND GHARI(WATCH) B BATATI

HAI'' ghaant badh lene wali hai.

 

Par bahi ji; aap hi ne likha hai ''SHUKAR 12TH HOUSE ME HO AUR MANGAL 6TH MAI

TO 12TH HOUSE KE UCH KE SHUKAR KA PHAL 6TH HOUSE KE MANGAL KO MILEGA YANI KE

BHAI(MARS) KI SHADI SHUDA JINDGI ACHHI HOGI.ISTRI AUR DHAN KI BARKAT HOGI.

is rehasya ko samajh kar practical kiya.

MANGAL 12TH ME AUR SHUKAR 6TH ME YANI BHAI KI SHADI SHUDA JINDGI KHRAB AUR DHAN

DAULAT KI KAMI HONI CHAHYE..LAL KITAB mei jikar aata hai ki SHUKAR 12TH HOUSE

ME HO AUR MANGAL 6TH MAI TO 12TH HOUSE KE UCH KE SHUKAR KA PHAL 6TH HOUSE KE

MANGAL KO MILEGA YANI KE BHAI(MARS) KI SHADI SHUDA JINDGI ACHHI HOGI.ISTRI AUR

DHAN KI BARKAT

HOGI.is rehasya ko samajh kar practical kiya.MANGAL 12TH ME AUR SHUKAR 6TH ME

YANI BHAI KI SHADI SHUDA JINDGI KHRAB AUR DHAN DAULAT KI KAMI HONI CHAHYE.

 

aapne apne hisab se bihachak pooch liye. tab aapko hasin ka patar banane ka

khyal tak na aaya, kya aap iske baare me pehle se jaante the?

 

aur ab yeh keh rahe ho

 

" " " yadi hum lal kitab ke anusaar batate hai to hamari baat bilkul ulat

jayegi.main aap ki baat se sehmat hu ki baaki grahon ko b dekhna jaroori

hai.magar hum jis yog ki baat kar rahe hai us yog ke liye lal kitab ne kisi aur

grah sthiti ke bare mein koi baat nahi ki.hum yadi us se kehte ki tumare bhai ki

shadi shuda jindgi bahut bariya hai thata dhan daulat bahut hai to hum hasi ke

hi patar banege. " " "

 

 

Kitna virodhabhaas hai; ispe zara gaur farmaiyen.

 

kulbir

Link to comment
Share on other sites

kulbir ji;

 

 

 

 

" Rahasay abi aur b hai " title dene ka matlab hi yeh hai ki hum pani mein hi

hai.kak se kam main apne aap ko to is kabil nahi samjhta ki bahut jyada LAL

KITAB KE JAANKAR HAI.yeh title hi is lie shuru kiya hai.ki jo point lal kitab

ke samajh nahi aa rahe un par vichar kiya ja sake.aap ne jo nishani di wo

applicable hui to usme humne aur koi greh sthiti dekhne ki koshish nahi ki

..maine us person ki date of bith b di thi.kyoki wo apply ho gayi thi.lal kitab

me pita ko heart attack ke liye kisi aur grah ko tarjeh dene ki baat nahi ki us

equation mein same yahi baat jo equation maine di hai us par apply hoti hai.RAHI

BAAT HANSI KI T HUM SAB PAR APPLY HOGI.LAL KITAB MEIN SAF TOR PAR LIKHA HAI " IS

ILAM KI GALTI BATANE WALA SAHAYAK HOGA.main baat kar rahau hu ki jo yog diya gya

hai sthiti bilkul uske ulat hai.kyoki jis gyan par hum garv karte hai usme yadi

koi baat bilkul ulat ho to shock lagega aur sach dhoondne ki koshish karege.

 

Kunwar Vishal

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " kulbir " <kulbirbains wrote:

>

> Vishal ji; aapki yeh baat ''DO BAAR SAHI SAMAY TO BAND GHARI(WATCH) B BATATI

HAI'' ghaant badh lene wali hai.

>

> Par bahi ji; aap hi ne likha hai ''SHUKAR 12TH HOUSE ME HO AUR MANGAL 6TH MAI

TO 12TH HOUSE KE UCH KE SHUKAR KA PHAL 6TH HOUSE KE MANGAL KO MILEGA YANI KE

BHAI(MARS) KI SHADI SHUDA JINDGI ACHHI HOGI.ISTRI AUR DHAN KI BARKAT HOGI.

> is rehasya ko samajh kar practical kiya.

> MANGAL 12TH ME AUR SHUKAR 6TH ME YANI BHAI KI SHADI SHUDA JINDGI KHRAB AUR

DHAN DAULAT KI KAMI HONI CHAHYE..LAL KITAB mei jikar aata hai ki SHUKAR 12TH

HOUSE ME HO AUR MANGAL 6TH MAI TO 12TH HOUSE KE UCH KE SHUKAR KA PHAL 6TH HOUSE

KE MANGAL KO MILEGA YANI KE BHAI(MARS) KI SHADI SHUDA JINDGI ACHHI HOGI.ISTRI

AUR DHAN KI BARKAT

> HOGI.is rehasya ko samajh kar practical kiya.MANGAL 12TH ME AUR SHUKAR 6TH ME

YANI BHAI KI SHADI SHUDA JINDGI KHRAB AUR DHAN DAULAT KI KAMI HONI CHAHYE.

>

> aapne apne hisab se bihachak pooch liye. tab aapko hasin ka patar banane ka

khyal tak na aaya, kya aap iske baare me pehle se jaante the?

>

> aur ab yeh keh rahe ho

>

> " " " yadi hum lal kitab ke anusaar batate hai to hamari baat bilkul ulat

jayegi.main aap ki baat se sehmat hu ki baaki grahon ko b dekhna jaroori

hai.magar hum jis yog ki baat kar rahe hai us yog ke liye lal kitab ne kisi aur

grah sthiti ke bare mein koi baat nahi ki.hum yadi us se kehte ki tumare bhai ki

shadi shuda jindgi bahut bariya hai thata dhan daulat bahut hai to hum hasi ke

hi patar banege. " " "

>

>

> Kitna virodhabhaas hai; ispe zara gaur farmaiyen.

>

> kulbir

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...