Jump to content
IndiaDivine.org

Is This Misprint??

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Respeced Varun ji,

 

Kya ye bhi to misprint nahin hey?

Edition-1942, page no.13, line

no.14-15

 

" Es ghar ko sab grahon ne izaat se dekha hey- na es rashi ka nich grah hey na

hi shukkar ya Luxmi ne kisi rashi ko neech kiya hey yani neech karney vale

grahon ke namon main shukkar ka naam kahin nahin milta. "

 

Because i understand that " shukkar " ne khana no. 6 arthat Kanya Rashi ko neech

kiya hey.

 

Thanks

Regaeds

Umesh Sharma

Link to comment
Share on other sites

Aadarneeya Umesh ji,

 

In panktiyon ko is sandharbh mein denkhen:

 

‘ laxmi, gau mata, mard ki aurat ne kisi ko neech na kiya | isliye har ek ne pasand kiya aur khud neech kiya |’ [page 143; 1942 urdu ed]

 

isi list mein ‘mitti’ [shukra] ko bhi jod sakte hai jo khud to neech huyee par kisi aur ko neech nahi kiya, sab ke paron mein hi padi rahi , sab ka bojh dhhoti rahi

 

ab khana 6 ke shukra ka phal dekhen.

 

‘ khali shukra ka vahi asar jo shukra number 2 mein likha hai’ [page 152, 1942 urdu ed]

 

Bharteeya Jytotish mein khana 6 ko vishesh roop se swaasthya aur beemari ke liye dekha jata hai.

 

Shukra 6 : ‘ sehat umda, zaban aur ankhon ki taqat saf hoti hai’ [page 152;1942 urdu ed]

 

Shukra ne khana 6 ke kisi bhi karak par bura asar nahi dala | agar surya adi grahon ka sambandh ho jaye to shukra swayam to neech asar ho sakta hai, lekin khana 6 ke anya karakon par iska asar nahi dikhta.

 

atah mera manana hai ki shukra khana 6 mein swayam to neech ho sakta hai par aur grahon ya khana 6 ke vishayon par iska neech prabhav nahi dikhta.

 

isliye jo lines aapne quote ki hain unko literally na lete huye, figuratively len to jyada theek hoga.

 

Aadar sahit

 

Varun Trivedi

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, "mudit" <mudit982001 wrote:>> Respeced Varun ji,> > Kya ye bhi to misprint nahin hey?> Edition-1942, page no.13, line> no.14-15> > " Es ghar ko sab grahon ne izaat se dekha hey- na es rashi ka nich grah hey na hi shukkar ya Luxmi ne kisi rashi ko neech kiya hey yani neech karney vale grahon ke namon main shukkar ka naam kahin nahin milta."> > Because i understand that "shukkar" ne khana no. 6 arthat Kanya Rashi ko neech kiya hey.> > Thanks> Regaeds> Umesh Sharma>

Link to comment
Share on other sites

Respected Varun ji,

 

Bahut bahut dhanyavad

 

with regards

 

 

Umesh Sharma

 

 

 

 

 

 

 

 

 

 

, " varun_trvd " <varun_trvd wrote:

>

>

> Aadarneeya Umesh ji,

>

>

>

> In panktiyon ko is sandharbh mein denkhen:

>

>

>

> ‘ laxmi, gau mata, mard ki aurat ne kisi ko neech na kiya |

> isliye har ek ne pasand kiya aur khud neech kiya |’ [page 143;

> 1942 urdu ed]

>

>

>

> isi list mein ‘mitti’ [shukra] ko bhi jod sakte hai jo

> khud to neech huyee par kisi aur ko neech nahi kiya, sab ke paron mein

> hi padi rahi , sab ka bojh dhhoti rahi

>

>

>

> ab khana 6 ke shukra ka phal dekhen.

>

>

>

> ‘ khali shukra ka vahi asar jo shukra number 2 mein likha

> hai’ [page 152, 1942 urdu ed]

>

>

>

> Bharteeya Jytotish mein khana 6 ko vishesh roop se swaasthya aur

> beemari ke liye dekha jata hai.

>

>

>

> Shukra 6 : ‘ sehat umda, zaban aur ankhon ki taqat saf hoti

> hai’ [page 152;1942 urdu ed]

>

>

>

> Shukra ne khana 6 ke kisi bhi karak par bura asar nahi dala | agar surya

> adi grahon ka sambandh ho jaye to shukra swayam to neech asar ho sakta

> hai, lekin khana 6 ke anya karakon par iska asar nahi dikhta.

>

>

>

> atah mera manana hai ki shukra khana 6 mein swayam to neech ho sakta hai

> par aur grahon ya khana 6 ke vishayon par iska neech prabhav nahi

> dikhta.

>

>

>

> isliye jo lines aapne quote ki hain unko literally na lete huye,

> figuratively len to jyada theek hoga.

>

>

>

> Aadar sahit

>

>

>

> Varun Trivedi

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

>

, " mudit " <mudit982001@>

> wrote:

> >

> > Respeced Varun ji,

> >

> > Kya ye bhi to misprint nahin hey?

> > Edition-1942, page no.13, line

> > no.14-15

> >

> > " Es ghar ko sab grahon ne izaat se dekha hey- na es rashi ka nich

> grah hey na hi shukkar ya Luxmi ne kisi rashi ko neech kiya hey yani

> neech karney vale grahon ke namon main shukkar ka naam kahin nahin

> milta. "

> >

> > Because i understand that " shukkar " ne khana no. 6 arthat Kanya Rashi

> ko neech kiya hey.

> >

> > Thanks

> > Regaeds

> > Umesh Sharma

> >

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...