Jump to content
IndiaDivine.org

LK discussion group Is this a printing mistake?

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Dear Varun ji;Rashiphal condition -apne pakke ghar ki bajaiye kissi aur gair rashi mein ja baithe.

Grahphal condition - NA HI PAKKE GHAR KA SAABIT HO.

Apne pakke ghar ki bajaiye kissis aur gair rashi mein ja baithe. Means Pakke ghar ka saabit na ho.

Na hi pakke ghar ka sabit ho means apne pakke ghar ki jagah kissi gair rashi mein baith jaye.

What is the crux?

RegardsKulbir Bains.

 

On Thu, Mar 11, 2010 at 7:11 PM, Kulbir Bains <lalkitabkb wrote:

Dear Varun ji, Let me arrange it as follows;

Jab koi grahi- apni mukkarrar rashi (yani wah rashi jiske ghar ka malik wah gina jata haiyaii-oonch neech phal ke liye thahraiyee hui rashiyaiii-apne pakke ghar ki bajaiye kissi aur gair rashi mein ja baithe 

yaiv-kissi doosre “grah ka saathi grah” (jad adla badli karne wala wagairah) ban jaave.To wah aaisi halat mein rashi phal ya shaqi halat ka grah hoga jiske bure asar se bachne ke liye shaq ka faida uthaya ja sakta hai.

 ISKE BARKHILAF YANI UPAR KAHI HUI HALAT KE ULLAT HAAL PAR JABKI WAHI-NA OONCH NA NEECH 

II-NA GHAR KA

III- NA HI PAKKE GHAR KA SAABIT HO

 

TO WAH GRAH “GRAH PHAL” YA PAKKKI HALAT KA HOGA JISKA ASAR HAMESHA KE LIYE MUKKARRAR HAI…….

Bhai ji lagta hai maine kuch zyada hi laga li hai, my head is spinning, Kindly explain me, are both the conditions consistent.

RegardsKulbir Bains

 

On Thu, Mar 11, 2010 at 6:54 PM, varun_trvd <varun_trvd wrote:

 

 

 

 

 

 

Dear Kulbir bhai,

 

There is no printing mistake as compared with the 1952 urdu edition:

 

“ jab ki vah na oonch neech na ghar ka aur na hi pakke ghar ka sabit ho to vah grah ‘grah phal’ ya pakki halat ka grah hoga, jiska asar hamesha ke liye muqarrar ho chuka haiâ€

 

Regards,

 

Varun Trivedi

 

, Kulbir Bains <lalkitabkb wrote:

>

> Dear Members;

>

> Is this a printing mistake?

>

> My query pertains to the line in CAPITAL APLPHABETS.

>

> Page 38 1952 GRAH PHAL V RASHI PHAL

>

>

>

> Jab koi grah apni mukkarrar rashi (yani wah rashi jiske ghar ka malik wah

> gina jata ) ya oonch neech phal ke liye thahraiyee hui rashi ya apne pakke

> ghar ki bajaiye kissi aur gair rashi mein ja baithe ya kissi doosre �grah ka

> saathi grah� (jad adla badli karne wala wagairah) ban jaave. To wah aaisi

> halat mein rashi phal ya shaqi halat ka grah hoga jiske bure asar se bachne

> ke liye shaq ka faida uthaya ja sakta hai. * ISKE BARKHILAF YANI UPAR KAHI

> HUI HALAT KE ULLAT HAAL PAR JABKI WAH* *NA OONCH NA NEECH NA GHAR KA AUR NA

> HI PAKKE GHAR KA SAABIT HO* *TO WAH GRAH �GRAH PHAL�* YA PAKKKI HALAT KA

> HOGA JISKA ASAR HAMESHA KE LIYE MUKKARRAR HAI��.

>

> Regards

>

> Kulbir Bains

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...