Jump to content
IndiaDivine.org

When 2 drink wine...RESPONSE!!

Rate this topic

Guest guest

Recommended Posts

Guest guest

Pt. Rohit Sharma Jee,

Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri prarthna hai.

Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology. LalKitab is not a collection of

ToTkas.

For example, where did you get the notion that " .....4) mangal+shani kisi bhi

house me ho, sharab peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... "

This suggestion can cause destruction to someone who follows this advice.

Therefore, in the interest of everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The remedial measures are to

be prescribed with utmost responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

Respectfully,

Rajinder Bhatia

Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

Sharab kab piye

1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi peeni

chahiye

2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti hai

4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

Send instant messages to your online friends http://uk.messenger.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Respected Bhatia ji,

The source of the notion regarding " mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab

peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... " is page No. 81 of a

pocket book named " RAMAN JYOTISH KUNDALI VIGYAAN " penned by Sh. Raman Rishi and

Sh. AK Jain Jyotishi, and published by AKHIL BHATRIYA NAVGRAH KYOTISH MANCH,

JALANDHAR.

Yograj Prabhakar

Rajinder Bhatia <rajinderbhatia2002 wrote:

dear members,

it is unfortunate to read the controversies about Lal Kitab. Lal Kitab Is

something which requires a lot of reading and reading again and again.Every new

reading shall bring u a different meaning.Pt. Roop Lal Ji had not given the

explanations for his writing which was done with Siddhi.

The best way to avooid controversaries shall be to give the page number of

original Lal Kitab so that all others can also read that statement and the book

and can derive their own meanings. This sort of discussion is doing more

disservice to Lal Kitab and the people in general shall loose faith in the

forum. V should not challenge each other;on the contrary, v shall educate

eachother with the difficult meanings of Lal Kitab. If some one is a master of

Lal Kitab,it is really great and v shall be looking to him for further guidance.

Sincerely,

Kiranjeet

Rajinder Bhatia <rajinderbhatia2002 wrote:

Pt. Rohit Sharma Jee,

Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri prarthna hai.

Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology. LalKitab is not a collection of

ToTkas.

For example, where did you get the notion that " .....4) mangal+shani kisi bhi

house me ho, sharab peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... "

This suggestion can cause destruction to someone who follows this advice.

Therefore, in the interest of everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The remedial measures are to

be prescribed with utmost responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

Respectfully,

Rajinder Bhatia

Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

Sharab kab piye

1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi peeni

chahiye

2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti hai

4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

Send instant messages to your online friends http://uk.messenger.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

(Jai Kaali Mata)

sir apne bohat khush kiya coz jab koi prashan karta

hai to muje kuch naya krne ko milta hai.

Ur ans:

sir main Maa k dhodh ko chordkar baki sab ko maasahari

manta hun. Ab dekhiye apne roti khai usme bhi jo beej

they unhe jeene ka hak tha, unme bhi life thi par apne

unko grind kr k apne matlab k liye kha liya.

Hum ghar me kai machar marte hai kai keerday paon

taley kuchle jate hai.

Kya aap machar yan chinti maarne waqt darte nahi aur

murga yan hathi maarne waqt paap lagta hai keunki wo

sab ki nazro me aa jata hai. Paap to paap hi hota hai

bada ho yan chota. Aap pani peetay hai 100 tarah k

microorganism apke andhar ja k marte hai to kya aap

masahari nahi??

Aap muje shani ki cheej(wine) se rok rahe hai, aap roj

chai coffee peetay hai.Woh kiski cheez hai???

Baki baat aa k apki aatma ki awaj pe khatam hoti hai.

Agar wo sath deti hai to karo nahi to nahi.

Par uss se pehle usey jagana hoga tabi to Kundalini

Jagran ko mahattav dia hai.

Baki sher bhi to maas khata hai aur wohi mata ko priye

hai. Shiv khud bhaang ka nasha karte hai.

Humare purvaj bhi maas khatey they. Insan apne gyan

aur budhi se uncha hota hai na k khaan paan se.

Any doubts left ask me.

(Om namah Shivay)

--- lalkitab

<rajinderbhatia2002 wrote:

>

> Pt. Rohit Sharma Jee,

>

> Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri

prarthna hai.

> Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology.

LalKitab is not a collection of ToTkas.

>

> For example, where did you get the notion that "

......4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab

peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti

jayegi... "

>

> This suggestion can cause destruction to someone

who follows this advice. Therefore, in the interest of

everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The

remedial measures are to be prescribed with utmost

responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

>

> Respectfully,

> Rajinder Bhatia

>

>

> Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

> Sharab kab piye

> 1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi

peeni

> chahiye

> 2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

> 3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti

hai

> 4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

> aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

>

>

> Send instant messages to your online friends

http://uk.messenger.

>

>

>

>

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

Dear Yograj Jee,

Thanks for the information. Dalda books strike yet again!! What a shame.

Respectfully,

Rajinder Bhatia

Yograj Prabhakar <yr_prabhakar wrote:

Respected Bhatia ji,

The source of the notion regarding " mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab

peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... " is page No. 81 of a

pocket book named " RAMAN JYOTISH KUNDALI VIGYAAN " penned by Sh. Raman Rishi and

Sh. AK Jain Jyotishi, and published by AKHIL BHATRIYA NAVGRAH KYOTISH MANCH,

JALANDHAR.

Yograj Prabhakar

Rajinder Bhatia <rajinderbhatia2002 wrote:

Pt. Rohit Sharma Jee,

Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri prarthna hai.

Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology. LalKitab is not a collection of

ToTkas.

For example, where did you get the notion that " .....4) mangal+shani kisi bhi

house me ho, sharab peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... "

This suggestion can cause destruction to someone who follows this advice.

Therefore, in the interest of everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The remedial measures are to

be prescribed with utmost responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

Respectfully,

Rajinder Bhatia

Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

Sharab kab piye

1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi peeni

chahiye

2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti hai

4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

Send instant messages to your online friends http://uk.messenger.

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

O bhatia g tusi khush karta swal puch k,

keonki jab koi muje prashn krta hai to muje kuch naya

krne ko milta hai.

Maine reply kiya tha shayad mila nahi.

Sir main Maa k doodh ko chordkar sab cheezo ko

masahari kehta hun. Aapne khana khaya(roti-sabji) wo

beej tha, usme bhi jeewan tha usko jeeney ka haq tha

par apne usse boney ki jagah kha lia(like egg) aapne

shoes pehne wo bhi maas, raat ko lakrdi k bed par

soye,wo bhi maas. Aap muje wine k bare me keh rahe

hai(shani ki chez) k isme nasha hai, apne chai/coffee

pee, usme kya hai??

Sainkrdo jeev paon tale kuchle jatey hai. Aap pani

peetay hai, usme lakho jeev hotey hai. Hamare purwaj

masahari they, sadio se hindu dharm me bali pratha

thi.

Zindagi maut upar wale k hath hai, na koi kisi ko mar

sakta hai na kha sakta, masahari janwar bhi to god ne

banaye, god ki banai koi cheez galat nahi hoti par hum

uska galat upyog krte hai.

Ab main yeh nahi kehta k aap maas madira k sewan shuru

kar de.

Apni aatma ki awaz sune, par uss se pehle use jagana

pardta hai(KUNDALINI JAGRAN)

thanx

--- lalkitab

<rajinderbhatia2002 wrote:

>

> Pt. Rohit Sharma Jee,

>

> Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri

prarthna hai.

> Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology.

LalKitab is not a collection of ToTkas.

>

> For example, where did you get the notion that "

......4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab

peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti

jayegi... "

>

> This suggestion can cause destruction to someone

who follows this advice. Therefore, in the interest of

everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The

remedial measures are to be prescribed with utmost

responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

>

> Respectfully,

> Rajinder Bhatia

>

>

> Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

> Sharab kab piye

> 1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi

peeni

> chahiye

> 2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

> 3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti

hai

> 4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

> aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

>

>

> Send instant messages to your online friends

http://uk.messenger.

>

>

>

>

>

Link to comment
Share on other sites

Guest guest

shri rohit ji aap ki kuch baatein to bahut achi hein lekin jab aap apane mans

khane aur sharab peene ko justify karte hein to bahut ajeeb lag raha he. sab se

bada logic mans khane ke peeche sirf shani nahi he lal kitab ka asali aim insaan

ko kudrat ki kadar karna batana he hamare poorvaj jo karte the jaroori nahi ke

vo sahi tha agar aisa hota to rishi muni ka life style alag aur sabse acha kyon

tha unke jeevan mein shanti aur unki umar lambi aur sehat theek kyon thee.shrab

na peena aur meet na khane ka matlab ye he ke aisa khan paan jyada se jyada

logon ke gharon mein ashanti beemari aur dhan daulat ki kami lata hei logon ko

galat raha pe le jata he ak bura kaam karne ke liya bahut se bure kaam karne

padte hein agar aaj 21 sadi mein bhi hum janwar kha ker janwar ki tarah rahna

chate hein sher meet khata he kyon ki wo jaanwar he uske paas sochne ki shakti

nahi he aaj isi janwar khane ki wajah se or jaanwar khane ki icha badne se ye

nobat aa gai he ke log kuta bili bhi khane

lage hein isi marne ki wjah se or hunting ki vajah se kitne janwar lupt ho gain

hein. hindu culture mein sab se neech murda shareer he jise jald se jald nikal

ker aag laga di jati he takki beemari na phele aur mrit aadmi ka shareer kharab

na ho lekin aaj log shaan se apne ghar mein jaanwaron ke mrit shareer fridge

mein rakhte hein aur kaat kaat ker khate hein uneh nahi mallom ke jo sharrer vo

kha rahen hein uska dna kya tha us ko kaun si beemari thee. jo galat kaam hamare

ancesters ne kiya hum vo na hee karein to usi main hamari bhali he. videsh mein

rahte hue meine yahi dekha he ke inke liye maans aur wine khana inki economy ka

aik hissa he inki maximum land par jaanwar marne ke liyae breed kiye jaatein

hein. meet aur sharab inki economy ko itna paisa dete hein ki inki sarkar kabhi

bhi nahi chaegi ki log ye gand khana chod kar saatvik khana khain.isliye hamein

doosron ki galat logic ko na maan kar sahi baat ka saath dena he. Rohit

Sharma <dhanulagna wrote:

(Jai Kaali Mata)

sir apne bohat khush kiya coz jab koi prashan karta

hai to muje kuch naya krne ko milta hai.

Ur ans:

sir main Maa k dhodh ko chordkar baki sab ko maasahari

manta hun. Ab dekhiye apne roti khai usme bhi jo beej

they unhe jeene ka hak tha, unme bhi life thi par apne

unko grind kr k apne matlab k liye kha liya.

Hum ghar me kai machar marte hai kai keerday paon

taley kuchle jate hai.

Kya aap machar yan chinti maarne waqt darte nahi aur

murga yan hathi maarne waqt paap lagta hai keunki wo

sab ki nazro me aa jata hai. Paap to paap hi hota hai

bada ho yan chota. Aap pani peetay hai 100 tarah k

microorganism apke andhar ja k marte hai to kya aap

masahari nahi??

Aap muje shani ki cheej(wine) se rok rahe hai, aap roj

chai coffee peetay hai.Woh kiski cheez hai???

Baki baat aa k apki aatma ki awaj pe khatam hoti hai.

Agar wo sath deti hai to karo nahi to nahi.

Par uss se pehle usey jagana hoga tabi to Kundalini

Jagran ko mahattav dia hai.

Baki sher bhi to maas khata hai aur wohi mata ko priye

hai. Shiv khud bhaang ka nasha karte hai.

Humare purvaj bhi maas khatey they. Insan apne gyan

aur budhi se uncha hota hai na k khaan paan se.

Any doubts left ask me.

(Om namah Shivay)

--- lalkitab

<rajinderbhatia2002 wrote:

>

> Pt. Rohit Sharma Jee,

>

> Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri

prarthna hai.

> Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology.

LalKitab is not a collection of ToTkas.

>

> For example, where did you get the notion that "

......4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab

peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti

jayegi... "

>

> This suggestion can cause destruction to someone

who follows this advice. Therefore, in the interest of

everyone's welfare, I very humbly request you to

kindly refrain from such unfounded pronouncements. The

remedial measures are to be prescribed with utmost

responsibility. This is a hugely serious matter and

kindly treat it as such.

>

> Respectfully,

> Rajinder Bhatia

>

>

> Rohit Sharma <dhanulagna wrote:

> Sharab kab piye

> 1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi

peeni

> chahiye

> 2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye

> 3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti

hai

> 4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney

> aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi

>

>

> Send instant messages to your online friends

http://uk.messenger.

>

>

>

>

>

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...