Guest guest Posted May 19, 2006 Report Share Posted May 19, 2006 rohit ji keep writing don't leave now come back after ur exams this group is lively with u please consider takecare godbless raj k Rohit Sharma <dhanulagna wrote: O bhatia g tusi khush karta swal puch k, keonki jab koi muje prashn krta hai to muje kuch naya krne ko milta hai. Maine reply kiya tha shayad mila nahi. Sir main Maa k doodh ko chordkar sab cheezo ko masahari kehta hun. Aapne khana khaya(roti-sabji) wo beej tha, usme bhi jeewan tha usko jeeney ka haq tha par apne usse boney ki jagah kha lia(like egg) aapne shoes pehne wo bhi maas, raat ko lakrdi k bed par soye,wo bhi maas. Aap muje wine k bare me keh rahe hai(shani ki chez) k isme nasha hai, apne chai/coffee pee, usme kya hai?? Sainkrdo jeev paon tale kuchle jatey hai. Aap pani peetay hai, usme lakho jeev hotey hai. Hamare purwaj masahari they, sadio se hindu dharm me bali pratha thi. Zindagi maut upar wale k hath hai, na koi kisi ko mar sakta hai na kha sakta, masahari janwar bhi to god ne banaye, god ki banai koi cheez galat nahi hoti par hum uska galat upyog krte hai. Ab main yeh nahi kehta k aap maas madira k sewan shuru kar de. Apni aatma ki awaz sune, par uss se pehle use jagana pardta hai(KUNDALINI JAGRAN) thanx --- lalkitab <rajinderbhatia2002 wrote: > > Pt. Rohit Sharma Jee, > > Aap Brahmin hain, is liye sanivedan aap se meri prarthna hai. > Kindly do not trivialize LalKitab/Astrology. LalKitab is not a collection of ToTkas. > > For example, where did you get the notion that " ......4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi... " > > This suggestion can cause destruction to someone who follows this advice. Therefore, in the interest of everyone's welfare, I very humbly request you to kindly refrain from such unfounded pronouncements. The remedial measures are to be prescribed with utmost responsibility. This is a hugely serious matter and kindly treat it as such. > > Respectfully, > Rajinder Bhatia > > > Rohit Sharma <dhanulagna wrote: > Sharab kab piye > 1) 10th house me shani ho to sharab bilkul nahi peeni > chahiye > 2) house 4,2,7,11 me shani ho to sharab na piye > 3) house 1,3,9 me shani ho to sharab pee ja sakti hai > 4) mangal+shani kisi bhi house me ho, sharab peeney > aur mans khane se dhan daulat bhardti jayegi > > > Send instant messages to your online friends http://uk.messenger. > > > > > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.