Jump to content
IndiaDivine.org

Lalkitab

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Dear members; Muni Pathak has an interesting note in his commentary on

lalkitab; i don't know how to translate it into English so i am putting it as

such in Romanised Hindi;

" " 1. Bharat mein grahon ka jyotishiye jyan saurmandal ke grahon se sambhandhit

nahin hai, apitu ek aisa sidhanth hai, jisme yeh bataya gaya hai ki kissi bhi

prakrtik - aprakritik ikkayion me balrekhaon se bane oorja uttsarjan bindu kaun

kaun hain. Saurmandal ke grahon ki pehchan bhi isi sidhant ke tahat ki gayi,

isliye inme samanta pratit hoti hai.

2. kissi bhi ikkayi mein grah ke naam se jaane wale in 9 binduon se bhin bhin

prakar ki oorja-trange uttpan hoti hain. us ikkayi ki aakriti avam uski

gun-pravartiyan in hi trango ke gunnatamak samikaran par nirbhar karti hai.

3. inhi tarango ko bharat mein devi devta ke naam se bhi jaana jata hai.

4. Lalkitab mein grahon ki vastyon ki sarini inhi tarango ki sthiti ko

pehchankar banayi gayi hai, " " .

 

Regards

Kulbir Bains.

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...