Guest guest Posted December 30, 2009 Report Share Posted December 30, 2009 MEMBERS Aap ko yeh jaan kar khushi hogi ki Ludhiana (punjab) mein LAL KITAB PRACHAR SAMITI ka gathan ho chuka hai, jiska president mujh khaksaar ko chuna gaya hai aur LAL KITAB ke prachar ke liye yeh nirnay liya gaya hai ki ek divsiye Jyotish Sammelan cum Jyotish Camp 17-01-2010 ko lagaya jaye. Iss liye 17-01-2010 ko Ludhiana mein Shri Guru Nanak Dev Bhavan mein ek Jyotish Camp lagaya ja raha hai jisme Jyotish kee har vidya ko brabar ka mahatav diya jayega jaise ki LAL KITAB, VEDIC,PALMISTRY, VASTU,TARROT CARD adi adi. Samiti ne yeh faisla bhee liya hai ki har saal iss tarah ka sammelan karwaya jayega aur har varsh LAL KITAB par jinho ne achha kaam kiya hai unko sanmanit kiya jayega. Iss saal (pehli baar) Sh. DURGA DASS jee ko sanmanit kiya ja raha hai jo ki iss samay karib 90-95 varsh ke ho chuke hain aur woh Pujya Pandit Jee ke kafi karib they aur woh bhee LAL KITAB kee practice karte rahe hain aur iss samay unki tabiyat unko iss par kaam karne kee izazat nahi deti, iss liye woh apna samay apne bete ke paas phagwara mein sara samay bister par guzar rahein hain.(Bhagwan unko lambi ummar de) Agle varsh(dusra sammelan) ke liye hamare paas kafi naam hai jin par charcha karna mein theek nahi samjhata. Mera yeh sab likhne ka maksad ek hee hai ki aap sab bhee apne apne sheahr mein aisa koi manch banaye jis se ki LAL KITAB ke baare mein jo bhee bhrantiya hain woh logo ke mann se niakal sake, jiske liye kisi bhee tarah ka sahyog chahiye to woh aapko LAL KITAB PARACHAR SAMITI, LUDHIANA zaroor degi iss samay to hum ko aapke sahyog kee zaroorat hai. agar aap bhee apna koi vichar ( ya sahyog kisi bhee tarah ka)iss sammelan mein prakat karna chahte hain to uska swagat hai.Agar aap apna koi counter (perdict karne ke liye)chahte hai to woh bhee aapko muhiya karwaya jayega, humko aap sabka khas karke KULBIR BAINS, YOGRAJ PARABHAKAR, VIPIN SHUKLA, PROF.SUREH UPADHYA, UMESH SHARMA, BENI MADHAW GOSWAMI,S.LEEKHA, PUNIT PANDEY (Jinka naam nahi likha ja saka unse mafi chahta hoon kripya woh gussa na kare,lekin woh bhee amamntrit hain)aur jo bhee iss group ke member hain sabka sahyog chaiye. Kripya agar koi iss sammelan mein aana chahta ho to woh zaroor inform kar de taki uske liye pura intzam kiya ja sake. MAHAJAN Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted December 31, 2009 Report Share Posted December 31, 2009 mahajan ji kya yeh samelan febuary start mein rakha ja sakta hai?? Jitin Syal--- On Thu, 31/12/09, jagmohan <mts3434 wrote:jagmohan <mts3434 LAL KITAB PRACHAR SAMITI.........................LUDHIANA Date: Thursday, 31 December, 2009, 11:06 MEMBERS Aap ko yeh jaan kar khushi hogi ki Ludhiana (punjab) mein LAL KITAB PRACHAR SAMITI ka gathan ho chuka hai, jiska president mujh khaksaar ko chuna gaya hai aur LAL KITAB ke prachar ke liye yeh nirnay liya gaya hai ki ek divsiye Jyotish Sammelan cum Jyotish Camp 17-01-2010 ko lagaya jaye. Iss liye 17-01-2010 ko Ludhiana mein Shri Guru Nanak Dev Bhavan mein ek Jyotish Camp lagaya ja raha hai jisme Jyotish kee har vidya ko brabar ka mahatav diya jayega jaise ki LAL KITAB, VEDIC,PALMISTRY, VASTU,TARROT CARD adi adi. Samiti ne yeh faisla bhee liya hai ki har saal iss tarah ka sammelan karwaya jayega aur har varsh LAL KITAB par jinho ne achha kaam kiya hai unko sanmanit kiya jayega. Iss saal (pehli baar) Sh. DURGA DASS jee ko sanmanit kiya ja raha hai jo ki iss samay karib 90-95 varsh ke ho chuke hain aur woh Pujya Pandit Jee ke kafi karib they aur woh bhee LAL KITAB kee practice karte rahe hain aur iss samay unki tabiyat unko iss par kaam karne kee izazat nahi deti, iss liye woh apna samay apne bete ke paas phagwara mein sara samay bister par guzar rahein hain.(Bhagwan unko lambi ummar de) Agle varsh(dusra sammelan) ke liye hamare paas kafi naam hai jin par charcha karna mein theek nahi samjhata. Mera yeh sab likhne ka maksad ek hee hai ki aap sab bhee apne apne sheahr mein aisa koi manch banaye jis se ki LAL KITAB ke baare mein jo bhee bhrantiya hain woh logo ke mann se niakal sake, jiske liye kisi bhee tarah ka sahyog chahiye to woh aapko LAL KITAB PARACHAR SAMITI, LUDHIANA zaroor degi iss samay to hum ko aapke sahyog kee zaroorat hai. agar aap bhee apna koi vichar ( ya sahyog kisi bhee tarah ka)iss sammelan mein prakat karna chahte hain to uska swagat hai.Agar aap apna koi counter (perdict karne ke liye)chahte hai to woh bhee aapko muhiya karwaya jayega, humko aap sabka khas karke KULBIR BAINS, YOGRAJ PARABHAKAR, VIPIN SHUKLA, PROF.SUREH UPADHYA, UMESH SHARMA, BENI MADHAW GOSWAMI,S.LEEKHA, PUNIT PANDEY (Jinka naam nahi likha ja saka unse mafi chahta hoon kripya woh gussa na kare,lekin woh bhee amamntrit hain)aur jo bhee iss group ke member hain sabka sahyog chaiye. Kripya agar koi iss sammelan mein aana chahta ho to woh zaroor inform kar de taki uske liye pura intzam kiya ja sake. MAHAJAN Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted December 31, 2009 Report Share Posted December 31, 2009 Dear Sir, Will anyone record it and put on video sites such as youtube.com? Regards Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted January 1, 2010 Report Share Posted January 1, 2010 Dear Syal Ji, The message hints that you will be coming to india in february 2010, atleast i would like to personally meet a student like you, i don't know about mahajan ji's samelan but would definitely feel obliged to organise a small gathering / goshti in your honour where we can interact personally. God bless you. Regards Kulbir Bains. , JITIN SYAL <jitinsyal82 wrote: > > mahajan ji kya yeh samelan febuary start mein rakha ja sakta hai?? > > Jitin Syal > > --- On Thu, 31/12/09, jagmohan <mts3434 wrote: > > jagmohan <mts3434 > LAL KITAB PRACHAR SAMITI.........................LUDHIANA > > Thursday, 31 December, 2009, 11:06 >  > > > > > MEMBERS > Aap ko yeh jaan kar khushi hogi ki Ludhiana (punjab) mein LAL KITAB PRACHAR SAMITI ka gathan ho chuka hai, jiska president mujh khaksaar ko chuna gaya hai aur LAL KITAB ke prachar ke liye yeh nirnay liya gaya hai ki ek divsiye Jyotish Sammelan cum Jyotish Camp 17-01-2010 ko lagaya jaye. > Iss liye 17-01-2010 ko Ludhiana mein Shri Guru Nanak Dev Bhavan mein ek Jyotish Camp lagaya ja raha hai jisme Jyotish kee har vidya ko brabar ka mahatav diya jayega jaise ki LAL KITAB, VEDIC,PALMISTRY, VASTU,TARROT CARD adi adi. > Samiti ne yeh faisla bhee liya hai ki har saal iss tarah ka sammelan karwaya jayega aur har varsh LAL KITAB par jinho ne achha kaam kiya hai unko sanmanit kiya jayega. Iss saal (pehli baar) Sh. DURGA DASS jee ko sanmanit kiya ja raha hai jo ki iss samay karib 90-95 varsh ke ho chuke hain aur woh Pujya Pandit Jee ke kafi karib they aur woh bhee LAL KITAB kee practice karte rahe hain aur iss samay unki tabiyat unko iss par kaam karne kee izazat nahi deti, iss liye woh apna samay apne bete ke paas phagwara mein sara samay bister par guzar rahein hain.(Bhagwan unko lambi ummar de) > Agle varsh(dusra sammelan) ke liye hamare paas kafi naam hai jin par charcha karna mein theek nahi samjhata. Mera yeh sab likhne ka maksad ek hee hai ki aap sab bhee apne apne sheahr mein aisa koi manch banaye jis se ki LAL KITAB ke baare mein jo bhee bhrantiya hain woh logo ke mann se niakal sake, jiske liye kisi bhee tarah ka sahyog chahiye to woh aapko LAL KITAB PARACHAR SAMITI, LUDHIANA zaroor degi iss samay to hum ko aapke sahyog kee zaroorat hai. agar aap bhee apna koi vichar ( ya sahyog kisi bhee tarah ka)iss sammelan  mein prakat karna chahte hain to uska swagat hai.Agar aap apna koi counter (perdict karne ke liye)chahte hai to woh bhee aapko muhiya karwaya jayega, humko aap sabka khas karke KULBIR BAINS, YOGRAJ PARABHAKAR, VIPIN SHUKLA, PROF.SUREH UPADHYA, UMESH SHARMA, BENI MADHAW GOSWAMI,S.LEEKHA, PUNIT PANDEY (Jinka naam nahi likha ja saka unse mafi chahta hoon kripya woh gussa na kare,lekin woh bhee amamntrit hain)aur jo bhee iss > group ke member hain sabka sahyog chaiye. > Kripya agar koi iss sammelan mein aana chahta ho to woh zaroor inform kar de taki uske liye pura intzam kiya ja sake. > MAHAJAN > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted January 1, 2010 Report Share Posted January 1, 2010 Kulbir paaji, it would infact be my pleasure and honor to meet you, thuade darshan ho jaan bas ena hi kaafi hai. i always wanted to meet you but was hesitant to ask as you might be bussy. but this time we definetly will. yours sincerelyJitin Syal--- On Fri, 1/1/10, kulbir <kulbirbains wrote:kulbir <kulbirbains Re: LAL KITAB PRACHAR SAMITI.........................LUDHIANA Date: Friday, 1 January, 2010, 12:48 Dear Syal Ji, The message hints that you will be coming to india in february 2010, atleast i would like to personally meet a student like you, i don't know about mahajan ji's samelan but would definitely feel obliged to organise a small gathering / goshti in your honour where we can interact personally. God bless you. Regards Kulbir Bains. , JITIN SYAL <jitinsyal82@ ...> wrote: > > mahajan ji kya yeh samelan febuary start mein rakha ja sakta hai?? > > Jitin Syal > > --- On Thu, 31/12/09, jagmohan <mts3434 > wrote: > > jagmohan <mts3434 > > LAL KITAB PRACHAR SAMITI...... ......... ......... .LUDHIANA > > Thursday, 31 December, 2009, 11:06 > > > > > > > >  > > > > > > > > > > > > MEMBERS > Aap ko yeh jaan kar khushi hogi ki Ludhiana (punjab) mein LAL KITAB PRACHAR SAMITI ka gathan ho chuka hai, jiska president mujh khaksaar ko chuna gaya hai aur LAL KITAB ke prachar ke liye yeh nirnay liya gaya hai ki ek divsiye Jyotish Sammelan cum Jyotish Camp 17-01-2010 ko lagaya jaye. > Iss liye 17-01-2010 ko Ludhiana mein Shri Guru Nanak Dev Bhavan mein ek Jyotish Camp lagaya ja raha hai jisme Jyotish kee har vidya ko brabar ka mahatav diya jayega jaise ki LAL KITAB, VEDIC,PALMISTRY, VASTU,TARROT CARD adi adi. > Samiti ne yeh faisla bhee liya hai ki har saal iss tarah ka sammelan karwaya jayega aur har varsh LAL KITAB par jinho ne achha kaam kiya hai unko sanmanit kiya jayega. Iss saal (pehli baar) Sh. DURGA DASS jee ko sanmanit kiya ja raha hai jo ki iss samay karib 90-95 varsh ke ho chuke hain aur woh Pujya Pandit Jee ke kafi karib they aur woh bhee LAL KITAB kee practice karte rahe hain aur iss samay unki tabiyat unko iss par kaam karne kee izazat nahi deti, iss liye woh apna samay apne bete ke paas phagwara mein sara samay bister par guzar rahein hain.(Bhagwan unko lambi ummar de) > Agle varsh(dusra sammelan) ke liye hamare paas kafi naam hai jin par charcha karna mein theek nahi samjhata. Mera yeh sab likhne ka maksad ek hee hai ki aap sab bhee apne apne sheahr mein aisa koi manch banaye jis se ki LAL KITAB ke baare mein jo bhee bhrantiya hain woh logo ke mann se niakal sake, jiske liye kisi bhee tarah ka sahyog chahiye to woh aapko LAL KITAB PARACHAR SAMITI, LUDHIANA zaroor degi iss samay to hum ko aapke sahyog kee zaroorat hai. agar aap bhee apna koi vichar ( ya sahyog kisi bhee tarah ka)iss sammelan  mein prakat karna chahte hain to uska swagat hai.Agar aap apna koi counter (perdict karne ke liye)chahte hai to woh bhee aapko muhiya karwaya jayega, humko aap sabka khas karke KULBIR BAINS, YOGRAJ PARABHAKAR, VIPIN SHUKLA, PROF.SUREH UPADHYA, UMESH SHARMA, BENI MADHAW GOSWAMI,S.LEEKHA, PUNIT PANDEY (Jinka naam nahi likha ja saka unse mafi chahta hoon kripya woh gussa na kare,lekin woh bhee amamntrit hain)aur jo bhee iss > group ke member hain sabka sahyog chaiye. > Kripya agar koi iss sammelan mein aana chahta ho to woh zaroor inform kar de taki uske liye pura intzam kiya ja sake. > MAHAJAN > Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.