Guest guest Posted June 11, 2007 Report Share Posted June 11, 2007 Jai Gurudev, Guru Purnima diwas ka intezar hai oh meray Gurubhaiye..…aab dhoor nahi….jab sadhak karengay ees dharthi aur asman ko ek….aur banayengay brahmand ko ek kamal ka phool ….jo arpan hoga sadgurudev ke charonay mein…aur hum payengay guruvar se dher sara pyar.. par yeh hoga keval sadhana aur sadguru kripa se oh meray gurubhai…..aur yeh hoga guru purnima ke diwas par..…ees liye … humay yeh intezar guru purnima diwas ka…...humay hai intezar aap se behtt karnay ka….aap bhi thayar ho…..humbi thayar hai…aur Guruvar bhi thayar hay….par Guru purnima ka diwas thayar nahi……koi baat nahi….itna dhin saha hai humne….ek aur mahina sahlengay…kyunki humay milna hai gurudev se aur aapse… ees bhar…jismay hoga .....Guru tandav …jo hoga sabse advithiya…sabse anokhi…sabse shakthivaan…sabse chetnavaan …..Jisme..Eethihas jukayega…..sadguru ke charone mein aur leekaga….shuruvad Sadguru tandav ka….Ees avasar par ……aap ko bhi badhayee…humay bhi badhayee….milengay hum phir ek bar Guru purnima ke diwas par……karengay sadhana mil bytkay…aur bhagayenga dhooriyonko phir se dhoobara…….bhool na jana oh gurubhai…….ees bar ana hay apko ...Nikhil Sadguru Purnima Diwas par.... Jai Gurudev, Yogesh Building a website is a piece of cake. Small Business gives you all the tools to get online. Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Guest guest Posted June 14, 2007 Report Share Posted June 14, 2007 jai gurudeva nikhilji li & thanks yogesh bhai.-ashish.Yogesh issp <yogesh_issp wrote: Jai Gurudev, Guru Purnima diwas ka intezar hai oh meray Gurubhaiye..…aab dhoor nahi….jab sadhak karengay ees dharthi aur asman ko ek….aur banayengay brahmand ko ek kamal ka phool ….jo arpan hoga sadgurudev ke charonay mein…aur hum payengay guruvar se dher sara pyar.. par yeh hoga keval sadhana aur sadguru kripa se oh meray gurubhai…..aur yeh hoga guru purnima ke diwas par..…ees liye … humay yeh intezar guru purnima diwas ka…...humay hai intezar aap se behtt karnay ka….aap bhi thayar ho…..humbi thayar hai…aur Guruvar bhi thayar hay….par Guru purnima ka diwas thayar nahi……koi baat nahi….itna dhin saha hai humne….ek aur mahina sahlengay…kyunki humay milna hai gurudev se aur aapse… ees bhar…jismay hoga .....Guru tandav …jo hoga sabse advithiya…sabse anokhi…sabse shakthivaan…sabse chetnavaan …..Jisme..Eethihas jukayega…..sadguru ke charone mein aur leekaga….shuruvad Sadguru tandav ka….Ees avasar par ……aap ko bhi badhayee…humay bhi badhayee….milengay hum phir ek bar Guru purnima ke diwas par……karengay sadhana mil bytkay…aur bhagayenga dhooriyonko phir se dhoobara…….bhool na jana oh gurubhai…….ees bar ana hay apko ...Nikhil Sadguru Purnima Diwas par.... Jai Gurudev, Yogesh Building a website is a piece of cake. Small Business gives you all the tools to get online. Here’s a new way to find what you're looking for - Answers Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.