Jump to content
IndiaDivine.org

mujhey bahut aarthik paresani ho rahi hai ?

Rate this topic


Guest guest

Recommended Posts

Namaskar,

 

Yah meri pahli post hai

My DOB is 28-OCT-1969

Birth Tme: 03:05 AM @ Dehradun (UP/Uttarakhand)

 

Mujhey yah paresaniya ho rahi hai

 

1- Bina bat gussa aata hai viseskar raviwar ko kuch jinda ristedaro (jinsey koi

matlab nahi hai) ki surat samney aati hai

2- Kisi ko diya paisa/udhar kabhi vapas nahi aata

3- Govt contact ka paisa bhi 2006 sey aaj tak nahi mila

4-ghar ganda hua rahta hai saf karney ki kosis karo to nuksan hota hai

5- koi iccha puri nahi hoti hai

6-jiska madat karta hu wahi dusman ho jata hai jiski izat karu wahi bezeti

karney lagta hai

7- meney sfatik shree yantra isthapit kiya to maa bhi bimar ho gayee chal nahi

pa rahi hai or 11 varso sey chalti dukan par tala lag gaya mazboor hoker dukhi

man sey meney shree yantra parwahit kar diya

8-koi kaam puja karkey bhi karu tab bhi safal nahi ho raha hai

9-aacha bhala chalta kaam band ho jata hai

10- baap dadao ka sharadh ghar par yogya pandit ji ko amantrit karkey sampan

karta hu

11-meri knowledge or paisa dusro key kaam to bharpur aata hai per merey kaam 1%

hi aata hai

 

kirpa kar koi achuk samadhan bataney ki kirpa karey

 

Amit

Link to comment
Share on other sites

  • 2 weeks later...

Jai Gurudev,

 

 

Lagata hai, koi Tantra prayog kiya gaya hai.

Jo rishtedaron ki surat aapko dikhati hai, ho sakata hai, unhone hi ye sab kiya ho.

Agar Tantra kar ke Lakshmi aur vyapaar bandh diya ho, to Sri Yantra kaam nahi karega.

Pahale Tantra hatana padata hai, Lakshmi ka marg khula karana padega, tabhi to Lakshmi aaigi.

Ho sake to App Guruji se mil kar apani baat unke samane rakhe.

agar jane main dikkat ho, time ya, paise ki problem ho to I am attaching a prayog for you, which you can do on coming Holi. The detailed process is also mentioned. You may start chanting it 11, 21, 31 times daily starting this coming Saturday, you will get relief. On the day of Holi, chant it 101 times, so that it becomes siddha to you. After that daily chanting 11 times is more than enough.... no badha, Tantra can touch you ever in life... even if attacked... it will go away soon.

May Gurudev bless you.

 

Regards,AnandAnand's Knowledge Series:

/Tantra Public chat room: http://xat.com/ISSP

 

 

 

aha <aha_anand Sent: Sun, 7 February, 2010 12:51:13 PM mujhey bahut aarthik paresani ho rahi hai ?

Namaskar,Yah meri pahli post haiMy DOB is 28-OCT-1969Birth Tme: 03:05 AM @ Dehradun (UP/Uttarakhand)Mujhey yah paresaniya ho rahi hai1- Bina bat gussa aata hai viseskar raviwar ko kuch jinda ristedaro (jinsey koi matlab nahi hai) ki surat samney aati hai 2- Kisi ko diya paisa/udhar kabhi vapas nahi aata3- Govt contact ka paisa bhi 2006 sey aaj tak nahi mila4-ghar ganda hua rahta hai saf karney ki kosis karo to nuksan hota hai5- koi iccha puri nahi hoti hai6-jiska madat karta hu wahi dusman ho jata hai jiski izat karu wahi bezeti karney lagta hai7- meney sfatik shree yantra isthapit kiya to maa bhi bimar ho gayee chal nahi pa rahi hai or 11 varso sey chalti dukan par tala lag gaya mazboor hoker dukhi man sey meney shree yantra parwahit kar diya8-koi kaam puja karkey bhi karu tab bhi safal nahi ho raha hai9-aacha bhala chalta kaam band ho jata hai10- baap dadao ka sharadh ghar par yogya

pandit ji ko amantrit karkey sampan karta hu11-meri knowledge or paisa dusro key kaam to bharpur aata hai per merey kaam 1% hi aata hai kirpa kar koi achuk samadhan bataney ki kirpa kareyAmit

 

The INTERNET now has a personality. YOURS! See your Homepage.

2 of 2 Photo(s)

Link to comment
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Loading...
×
×
  • Create New...