Guest guest Posted September 20, 2009 Report Share Posted September 20, 2009 Ramadhan Ki Amad Ramadhan Ki Amad HaiRehmatein Barasane Wala Mahina HaiAo Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang LeinDar-e-Taurba Khula Hai Is Mahine Mein Firdous Ki Khusboo Ati HaiWoh Naseeb Wala Hai Jise Mile FirdousAo Aaj Hum Koshish KareinUsse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi NahinIbadatoon Ke Is Door MeinAo Maangein Sub Ke Liye Magfarat Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye Chalo Aaj Doosroon Ke Liye MaangeinRamadhan Ki amad Ki Khusi Hai BahutSaath Hi Is Ke Jald Roohsat Ho Jaane Ka Ghumkhuda Kare Waqt Tham Jaein Us WaqtJab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par Ramadhan Ke Roohsath Hone Se PehleDar-e-Tauba Band Hone Se PehleIs Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar LeinJo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar SakeRamadhan Mubarak... Ramadhan Mubarak.. To All. Ramadhan Mubarak... Ramadhan Mubarak... To All Quote Link to comment Share on other sites More sharing options...
Recommended Posts
Join the conversation
You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.